He na dhrishti , do dridhti Kam na kare to chasma lagayenge 4 ho Jayega Kamal ka dikhega ,@ rockzz,criss cross aur krishti ...Maaf kijiyega ek Call mein busy hogya tha work se related.
Par Dekhne Ke Liye Toh Drishti Chahiye
Par dekhne ke liye toh drishti chahiye, pehle wo drishti leke aayeye jo hume dekh sake.
Kya krishti mein wo drishti hai jo hume dekh sake? Aur agar krishti mein wo drishti hoti, toh hume debate ke liye approach nahi karti.
Meri drishti mein, life mein ladai aur comparison ki koi jagah hi nahi hai, kyunki comparison sundarta ko khatam kar deta hai. Waise bhi, mein is duniya ko "Ek kala = Ek art" jaisa dekhta hoon... Aur "Kala = art" mein actors hote hain, jo apni-apni bhumika nibhaate hain aur har ek actor apne field mein talented hai ab hum unhe kaise dekhte woh humare drishti pei depend karta hai.
"Kala = art" ka matlab hai jo cheez jahan belong karti hai, us cheez ko wahan put karna bina apne individual conclusions draw kiye.
Art means putting everything in its place without drawing individual conclusions.
For example: Jaise ki shoe ki jagah feet mein hoti hai, jab hum usko feet mein rakhenge toh wo sundar dikhega. Agar hum usko head mein rakhenge toh wo asundar dikhega aur shoe apni sundarta khodega aur head ganda hojayega.
Kuch to dikhe honge na tab to yuddh k liye boli, hame do bichar ko dekhna he apne Apne bichar dharose ye yuddh hona jaruri he kyu ki dono ki thought ek jaisi lagti he , kabhi kabhi dono ek jaise , SK aaj to aar paar hona hi he
Rahi Meri drishti ki sach bol Rahi hu bahut Tez he kasam se , bas ye masumiyat drishti me parda na karde topic diya gaya he ab bas yuddh ki ghoshana aap ki kijiye
Aur aap dono ki art dekh k hi ye baat chhedi Hain to prastut to hona padega jagha BHI sahi kheladi BHI sahi aur ham darsak galat kaise honge, again dknk ko maidan me Bula Rahi hu
Rockzz VS jaljala