• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

My feelings for someone that broke me

  • Thread starter Deleted member 14812
  • Start date
Kyun ki app "dekh" nahi rahi hain balki "samjhne" ki koshish kar rhi hain hai.
dekhna aur samjhna do alag baatein hain
pyaar ko bas "dekha" jaata hai aur desire ko "samjha" jaata hai.
Pyar dikhta kaha wo to bas ehsas he , problem ham sab me ye he ki ham prati k liye bhagte he aur milta nai to uska result Rona dhona wagera Be-wafa tak ki name di jaati he
 
Pyar in sab se door he
Ye Dard bechani ye bekarari prem se nai prapti ki abhi Lasa se aata he
Ye Kanhane kaha Maine nai
कान्हा ने बस प्रेम को परिभाषित किया है।

प्यार शब्द तो अपभ्रंशित है।
शायद इसीलिए इसमें मिलावट भी ज्यादा है।

जिसे प्रेम का वास्तविक अर्थ पता है वो आपके वास्तविक सुंदरता को देखता है ना की आपके चेहरे की सुंदरता को।

प्रेम किसी लेन देन का मोहताज नहीं है
प्रेम तो बस त्याग का दूसरा रूप है, और जिसे त्याग का ज्ञान है उसे प्रेम मिलना ही मिलना है।
 
Desire is not love.
Desire is an idea while love is a fact.
Only desire gives trauma not love.
My relationship with him is so complicated. It was more like a trauma bond. Emotional and mental abuse. Lies, deception, secrecy, and an uneven power structure leads to betrayal or love trauma. Trauma koi bhi de sakta hai aur kaise bhi events ho sakte hai jiska mind pe negative effect hota hai. My love for him wasn't desire. Bas I became a part of his mind game. It wasn't love from his side. It was manipulation and mind game.
 
कान्हा ने बस प्रेम को परिभाषित किया है।

प्यार शब्द तो अपभ्रंशित है।
शायद इसीलिए इसमें मिलावट भी ज्यादा है।

जिसे प्रेम का वास्तविक अर्थ पता है वो आपके वास्तविक सुंदरता को देखता है ना की आपके चेहरे की सुंदरता को।

प्रेम किसी लेन देन का मोहताज नहीं है
प्रेम तो बस त्याग का दूसरा रूप है, और जिसे त्याग का ज्ञान है उसे प्रेम मिलना ही मिलना है।
Yeh real life mai apply nahi hota bhai.. Aaj kal love bodies se hi start hota hai. If you have a beautiful face toh hi aap se koi pyar karega otheriwse jao bhad mai. Unconditional love jiski baat ho rahi hai wo parents and God karte hai baki ke log nahi... this is the truth..
Looks, paisa, status, caste, skin colour etc sab matter karte hai bhai...
 
Kyun ki app "dekh" nahi rahi hain balki "samjhne" ki koshish kar rhi hain hai.
dekhna aur samjhna do alag baatein hain
pyaar ko bas "dekha" jaata hai aur desire ko "samjha" jaata hai.
Everyone has their own perceptive.. Ek cheeze ki different meaning ho sakte hai..
 
Yeh real life mai apply nahi hota bhai.. Aaj kal love bodies se hi start hota hai. If you have a beautiful face toh hi aap se koi pyar karega otheriwse jao bhad mai. Unconditional love jiski baat ho rahi hai wo parents and God karte hai baki ke log nahi... this is the truth..
Looks, paisa, status, caste, skin colour etc sab matter karte hai bhai...
Agreed...
U r absolutely right...

But hme fark nhi padta ye sach hai..

Pyar kr bhawar se bdi muskil se bahar nikle hain..
Ab pyar nhi Prem me jina hai, aur Prem me hi rhna hai aakhiri waqt Tak...
 
Pyar dikhta kaha wo to bas ehsas he , problem ham sab me ye he ki ham prati k liye bhagte he aur milta nai to uska result Rona dhona wagera Be-wafa tak ki name di jaati he
Pyaar ko feeling Nahi hai, desire ek feeling Hai,pyaar bas pyaar hai
feeling means emotion<energy motion=force=desire>,
emotions ka opposite hoti hai kyun ki wo desire hai aur desire ek dynamic force aur jahan desire hai wahan opposite has like<rona aur hasna> hai,
Love is always devoid of force<silence=actual> while desire is a force<sound=hypothetical>.
 
कान्हा ने बस प्रेम को परिभाषित किया है।

प्यार शब्द तो अपभ्रंशित है।
शायद इसीलिए इसमें मिलावट भी ज्यादा है।

जिसे प्रेम का वास्तविक अर्थ पता है वो आपके वास्तविक सुंदरता को देखता है ना की आपके चेहरे की सुंदरता को।

प्रेम किसी लेन देन का मोहताज नहीं है
प्रेम तो बस त्याग का दूसरा रूप है, और जिसे त्याग का ज्ञान है उसे प्रेम मिलना ही मिलना है।
Kuch samjha rahe ho is baat se samajh Rahi hu me BHI :facepalm: tab to boli us charan tak ham pauch hi nai sakte agar pauch gaye to do ruh ek hone se koi rok hi nai Sakta
 
Pyaar ko feeling Nahi hai, desire ek feeling Hai,pyaar bas pyaar hai
feeling means emotion<energy motion=force=desire>,
emotions ka opposite hoti hai kyun ki wo desire hai aur desire ek dynamic force aur jahan desire hai wahan opposite has like<rona aur hasna> hai,
Love is always devoid of force<silence=actual> while desire is a force<sound=hypothetical>.
Love kya hai phir..Love is an emotion ..feel hota hai yeh..Mano ya na mano..Agar love kuch bhi nahi hai toh yeh exist hi kyu kar raha hai word
 
Pyaar ko feeling Nahi hai, desire ek feeling Hai,pyaar bas pyaar hai
feeling means emotion<energy motion=force=desire>,
emotions ka opposite hoti hai kyun ki wo desire hai aur desire ek dynamic force aur jahan desire hai wahan opposite has like<rona aur hasna> hai,
Love is always devoid of force<silence=actual> while desire is a force<sound=hypothetical>.
Is duniya me aise premi hote he , I think no naver aap batao aap ko Kya lagta he
 
कान्हा ने बस प्रेम को परिभाषित किया है।

प्यार शब्द तो अपभ्रंशित है।
शायद इसीलिए इसमें मिलावट भी ज्यादा है।

जिसे प्रेम का वास्तविक अर्थ पता है वो आपके वास्तविक सुंदरता को देखता है ना की आपके चेहरे की सुंदरता को।

प्रेम किसी लेन देन का मोहताज नहीं है
प्रेम तो बस त्याग का दूसरा रूप है, और जिसे त्याग का ज्ञान है उसे प्रेम मिलना ही मिलना है।
Jis prem ki yaha baat kar rahe ho wo bas ishvar aur parents karte hai baki tumko bhi dark padega other factors se.. bhaiyaji
 
Sach kahu to Jo ham prem prem bolte he na wo prem he hi nai only attraction he jisko ham accept karte hi nai prem me Dard hota hi nai par attraction me Dard hota he dar BHI hota he
 
I
Kahna toh har jagah hai... Ishvar se prem ka tatpariye tha mera.. Ha lekin ishvar ko pana kathin hai...
Iswar ko paana nai unhi me samajana he my love
Aur prem BHI wahi he jisko chaho usine samajao na ki pane ki kosis karo , prem hi isear isear hi prem aur prem jaha wahi kanha
 
Top