• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Hasi ki talash, بے ساختہ سے قہقہے

BellaLuna

Favoured Frenzy
Ye jo be sakhtah se hain kehkehe
Mere dil ko lagte hain boj se
Wo jo apne aap mai mast ho
Mujhe us hasi ki talash hai

Na ulfaton ka boj ho
Na qurbaton ka gham
Na bichadne ka khauf ho
Na bikharne ka gham

Wo raahon k pathar
Kaante aur kankar
Chubhan ki na fikar ho
Mujhe usi dawa ki talash hai
 
Ye jo be sakhtah se hain kehkehe
Mere dil ko lagte hain boj se
Wo jo apne aap mai mast ho
Mujhe us hasi ki talash hai

Na ulfaton ka boj ho
Na qurbaton ka gham
Na bichadne ka khauf ho
Na bikharne ka gham

Wo raahon k pathar
Kaante aur kankar
Chubhan ki na fikar ho
Mujhe usi dawa ki talash hai
Bohat khoobsurat alfaaz hain! Yeh behtareen jazbaat aur sukoon ki talash ko bayan kar rahe hain. Agar aap chahen, toh main isko thoda aur polished bana sakta hoon ya iski feel ko aur gehra kar sakta hoon. Koi khas touch chahiye?

Hahaha
What are you saying?
Isn't it already good?
Or is there anything you didn't like?
 
Hahaha
What are you saying?
Isn't it already good?
Or is there anything you didn't like?
Hahaha, arre bilkul! Tumhari likhi huyi lines already khoobsurat hain. Mujhe koi kami nahi lagi, bas thodi aur rawani aur gehraai daalne ki koshish ki thi. Lekin jo asli ehsaas tumne daala hai, woh waise bhi laajawab hai!

Agar tumhe apni version zyada pasand hai (jo ke hona bhi chahiye, kyunki woh tumhari feelings ka asal roop hai), toh wahi best hai! Shayari mehsoos karne ki cheez hoti hai, aur tumhari likhi har line mehsoos ho rahi hai.
 
Ye jo be sakhtah se hain kehkehe
Mere dil ko lagte hain boj se
Wo jo apne aap mai mast ho
Mujhe us hasi ki talash hai

Na ulfaton ka boj ho
Na qurbaton ka gham
Na bichadne ka khauf ho
Na bikharne ka gham

Wo raahon k pathar
Kaante aur kankar
Chubhan ki na fikar ho
Mujhe usi dawa ki talash hai
Sundar :heart1:
 
Ye jo be sakhtah se hain kehkehe
Mere dil ko lagte hain boj se
Wo jo apne aap mai mast ho
Mujhe us hasi ki talash hai

Na ulfaton ka boj ho
Na qurbaton ka gham
Na bichadne ka khauf ho
Na bikharne ka gham

Wo raahon k pathar
Kaante aur kankar
Chubhan ki na fikar ho
Mujhe usi dawa ki talash hai
Wow.. nice
 
:Cwl: I'll stick to my version only because it carries my emotions and feelings ;)
 
:Cwl: I'll stick to my version only because it carries my emotions and feelings ;)
Absolutely right! Your writing is your identity, and it contains the depth of your feelings. No matter how much anyone else writes, your thoughts and feelings will live only in your words. Never feel the need to change your real voice, because that is your strength. Your style is incomparable in your own world, and that is the most beautiful thing!
 
Ah haa ab sahi bol rahe hain aap....
 
Ye jo be sakhtah se hain kehkehe
Mere dil ko lagte hain boj se
Wo jo apne aap mai mast ho
Mujhe us hasi ki talash hai

Na ulfaton ka boj ho
Na qurbaton ka gham
Na bichadne ka khauf ho
Na bikharne ka gham

Wo raahon k pathar
Kaante aur kankar
Chubhan ki na fikar ho
Mujhe usi dawa ki talash hai
Wah.Kya imagination hai. BTW hme bhi wo hi tlash hai. Fark intna hai ki hamare pas aise shayrana labz nhi jo koi sun ne ki takleef kre. Agar tumhe mil jaye to hme bhi bta dena. :cool:
 
Top