Aap suna dijiye, hum yaha hai na sunne k liyeWah.Kya imagination hai. BTW hme bhi wo hi tlash hai. Fark intna hai ki hamare pas aise shayrana labz nhi jo koi sun ne ki takleef kre. Agar tumhe mil jaye to hme bhi bta dena.![]()
Aap suna dijiye, hum yaha hai na sunne k liyeWah.Kya imagination hai. BTW hme bhi wo hi tlash hai. Fark intna hai ki hamare pas aise shayrana labz nhi jo koi sun ne ki takleef kre. Agar tumhe mil jaye to hme bhi bta dena.![]()
Tere lafzon mein chhupi jo baat hai,Aap suna dijiye, hum yaha hai na sunne k liye![]()
End wali line mai, mai soch raha tha "wah kya baat hai"Tere lafzon mein chhupi jo baat hai,
Wo mere jazbaat se kuch khaas hai,
Dil ko choo gaya tera andaaz,
Jaise khamoshi mein bhi tera raaz hai.
Jo bojh na ho ulfat ka,
Na ho judai ka darr,
Aisi muskaan ki talaash mein,
Main bhi toh hoon bekhabar.
Na zakhm ho na marham ki aas ho,
Bas ek saath chalte jazbaat ho,
Pathar bhi ho toh humsafar ban jaaye,
Aur dard bhi shayari mein muskaraaye.
Teri talaash mein toh main bhi tha,
Shayad issi khayal mein chhupa tha,
Jo apni duniya mein mast sa ho,
Mujhe bhi toh usi dil ka raasta hai.
Wont lie. Not my own work.
View attachment 313234
What a lovely shayari!Ye jo be sakhtah se hain kehkehe
Mere dil ko lagte hain boj se
Wo jo apne aap mai mast ho
Mujhe us hasi ki talash hai
Na ulfaton ka boj ho
Na qurbaton ka gham
Na bichadne ka khauf ho
Na bikharne ka gham
Wo raahon k pathar
Kaante aur kankar
Chubhan ki na fikar ho
Mujhe usi dawa ki talash hai
Nice writing....Ye jo be sakhtah se hain kehkehe
Mere dil ko lagte hain boj se
Wo jo apne aap mai mast ho
Mujhe us hasi ki talash hai
Na ulfaton ka boj ho
Na qurbaton ka gham
Na bichadne ka khauf ho
Na bikharne ka gham
Wo raahon k pathar
Kaante aur kankar
Chubhan ki na fikar ho
Mujhe usi dawa ki talash hai
Thanks dearWhat a lovely shayari!
So true'Nice writing....
Ye to khud me hi
Khud ki talash hai,
Milega tumhein wo
Jiski tumhein aas hai..
Khud se jo jita hai
Pal pal ladta bhi hai,
Milta hai use sabkuch
Kahta yahi itihaas hai..