Haan, kabhi kabhi hum samajh nahi paate ki humare paas kya tha… aur jab tak samajhte hain, tab tak sab kuch chhoot chuka hota hai…Naseeb sabka acha nhi hota kbhi kbhi milne ke bawjud woh insaan humari gltiyo ki wjh se chla jata hai
Galtiyan insani hoti hain… par har kisi ko maafi ka mauka nahi milta. Shayad isi ka naam naseeb hai…
Sahi kaha aapne… par kabhi kabhi jaane wale bhi humein ek seekh de jaate hain, jo zindagi bhar ke liye zaroori hoti hai…
Milne wale kabhi kabhi judaa ho jaate hain,
galtiyon ka bojh rishton ko chura le jaata hai,
magar khud ko maaf karna bhi ek zaroori marham hai…