Uthkar pani nhi lene wale
Ab kapde Khud se dhote hai
Ghar ke ladle the jo
Ab akele me rote hai
Sirf betiya hi nhi ,hum bete bhi paraye hote hai
Sardard hone par dinbhar bistar par rhehenewale
Ab tabiyat kharab hone par bhi kam se break nhi lete
Dinbhar sonewale
Ab puri puri rat nhi sote
Andhere se darnewale
Ab andhere me hi rhete hai
Papa ke datne par mamma se sikayat karnewale
Ab sare jmane ke nakhre shete hai
Sirf betiya hi nhi ,hum bete bhi paraye hote hai
Thali me so nakhre karnewale
Ab kuch bhi kha lete hai
Ma ki chati se chipakkar sonewale
Ab bina bistar ke hi so jate hai
Bhen ko bat bat par chednewale
Ab bhen ko yad kar kar ke rote hai