Aaj ke daur ki nariJan din k dulaar jiwan bhar ka udhar
Ab BHI Kuch na huwa sudhar
Wahi naari wahi purush wahi riti wahi riwaj
Kaun puchega aur Kaun Sunega naari ka pukar
Batwara to naari ki Kismat ki Baar Baar Hoti he
Phir BHI chup chap dekhti rehti na Kuch bolti he
Jo tha karz babu ka dulaar ka use Chuka a he
khud mit jaye par bapu ka sar uskk Jo na jhukana he
ab Kya tyage aur Kya baate naari
use kisi BHI haal me khud ka gam chupana he
UDhna chahe to riti riwaj k duwai de k pankh kaat jaati he
udhjaye naari is Samaj ko kaha bhati he
Padti hai kaiyon pe bhari...
Kis yug me ho tum
Kyon samjhti ho khud ko bechari...
Udne ko pura aasman hai
Ek baar Karo to taiyari..
Lekin khud ko itna kabil bnao
Ki bich me na paye koi bhi lachari...
Last edited: