Me hath de rahi thi
Vo dil mangne ki zidd pr ada tha
Me usse dosti ka matlab smja rai thi
Vo pyar jatane ki zidd pr ada tha
Uski muskaan se hi suru hui humari kahani
Muskurate rahe yuhi yahi tamana hai meri
N now When he smile i smile
Usne kaha Chodte bhi nhi hath mera aur
Thamte bhi nahi
Ye kesi mohobbat h apki
Gair bhi nahi kehte hume aur
Apna mante bhi nahi
Fir mene kaha Khud ko teri nazro se dekha hai
Nacheez se khass banne ka safar dekha hai
Pehle ulji thi jahan ki kavayaton me
Teri nazro me kho kr bekhabar hote dekha hai
Usne kaha tham lu tera hath aur
tuje iss duniya se dur le jaun
Jahan bhar ki khusiya de du