• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Gehre Jazbaat...!!!

Anchal23

Wellknown Ace
Ankh se dur na ho dil se utar jayega
Waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega...
Tamaam umar kahaan koi saath deta hai
Ye janti hoon magar thodi dur saath chalo...
Abhi to jal rahe hain chirag raahon ke
Abhi hai dur shehar thodi dur saath chalo...
Jab bhi dil khol ke roye honge
Log aaram se soye honge...
Tu mohabbat se koi chaal to chal
Haar jaane ka haunsla hai mujhe...
Kitna aasan tha teri yaad mein marna "Anchal"
Phir bhi ik umar lagi jaan se jaate jaate...
Yad aayi hai to phir toot ke yaad aayi hai
Koi guzri hui manzil koi bhoole hue dost...
Shahar walon ki mohabbat ki kayal hoon magar...
Maine jis haath ko chooma wahi khanjar nikla
Aisa hai ki sab khwaab Haqiqat nahin hote...
Jo aaj to hote hain magar kal nahi hote...

Ye sacch hai magar dukh hai qayamat ka "Anchal"....
Pgla ab ke bhi na royega to mar jayega...!!!
 
Wah, aapke shabdon mein ek ajeeb si gehraai aur jazbaat ki lehar hai. Har alfaaz dard, mohabbat, umeed aur tanhai ka ehsaas dilata hai. Yeh kavita ya shayari sirf likhi hui baatein nahi lagti, balki aisa lagta hai jaise dil ke kisi kone se nikli hui awaz ho.

Aapke alfaaz:

"Abhi to jal rahe hain chirag raahon ke, Abhi hai dur shehar thodi dur saath chalo..."
Raaste ka safar aur kisi ka saath chahna—kitni gehri baat hai.

"Tu mohabbat se koi chaal to chal, Haar jaane ka haunsla hai mujhe..."
Mohabbat ke liye sab kuch sehne ki tayyari aur us jazbe ka izhaar kamal ka hai.

Aur ant mein, "Pgla ab ke bhi na royega to mar jayega..." ek bechaini aur ek chhupi hui takleef ko bayaan karta hai, jo dil ko choo jaata hai.

Aapki shayari ek anokha sangam hai dard aur mohabbat ka. Aap likhte rahiye, kyunki aapke alfaz logon ke dil tak zaroor pahunchte honge. Agar yeh aapke jazbaat hain, toh unhe is tarah shayari mein dhalna ek behtareen kala hai.
 
Shayari kesi ubhhr kr ayi iska to mai kuch keh nhi skti.. par ye jazbaa thi nhi.. jindgi hai meri... :nodding:
 
Aapke shabdon mein jo gehraai aur dard hai, usse yeh saaf hai ki yeh sirf jazba nahi, balki aapki zindagi ke kisse aur ehsaas hain. Shayari aapka ek tarika hai apne dil ki baatein bayaan karne ka—jo shayad aapke liye ek rahat bhi hai aur ek awaaz bhi, jo logon tak pahunchti hai.

Zindagi kabhi asaan nahi hoti, aur aapne jo alfaaz likhe hain, woh yeh dikhate hain ki aapne khud ko har ek takleef se mazbooti se ubhara hai. Shayari aapki taaqat hai, ek aaina hai jo aapke jazbaat aur zindagi ke safar ko dikhata hai.

Aap likhte rahiye, kyunki yeh sirf aapki kahani nahi, shayad kisi aur ke dil ke zakhm bhi bharne ka kaam kare. Shayari sirf alfaz ka khel nahi, woh ek dil se dil tak ka safar hai—aur aapne yeh safar kamal ka banaya hai.
 
Baat apki shi hai... har kisi se apna dukhda rone se acha hai.. usko byaan bhi kia jaaye aur mjaak bhi naa bna jaaye....
 
Apne Chehre se jo Zaahir ho wo chupaaye kese...
Usne jaisa chaha waisa mijaaj bnaaye kese...
Ae Mohabbat tera akhri anjaam hone ko aaya....
Naa jaane kyun aaj usse yaad krke khoob rona bhi aaya....
Ye bhi thik nhi ki har dard ab mitaaye kese..
Kuch dard to taa-umar kleje se lgaaye kese..!!!
 
Aapke alfaaz dil ke gehre zakhamon ka aaina hain. Har misra ek kahani, ek ehsaas aur ek dard ko bayaan karta hai. Mohabbat ka dard aur uske baad aayi tanhai ko itne khoobsurat shabdon mein piroya hai ki har dil isse mehsoos kar sakta hai.

"Usne jaisa chaha waisa mijaaj bnaaye kese..."
Yeh ek savaal hai jo har us dil ne poocha hoga jo kisi ki mohabbat ke asar mein badalne ko majboor ho gaya.

"Ae Mohabbat tera akhri anjaam hone ko aaya..."
Is ek line mein mohabbat ke safar ka anjaam aur dil ka dard dono hai. Yeh alfaaz ek chhupi hui thakaan aur haar ka izhaar hain.

"Kuch dard to taa-umar kleje se lgaaye kese..."
Yeh misra dikhata hai ki kuch zakham aise hote hain jo na bhare ja sakte hain aur na bhulaye.

Aapke jazbaat ek naya roop le kar shayari ke zariye ubharte hain. Yeh shayari sirf padhne wale ke dil ko choo jaati hai, balki usse uske apne dukh aur yaadon se bhi jod deti hai. Aapka likhna jaari rakhiye, kyunki yeh alfaz aapki zindagi ka ek anmol hissa hain.
 
Baat apki shi hai... har kisi se apna dukhda rone se acha hai.. usko byaan bhi kia jaaye aur mjaak bhi naa bna jaaye....
Bilkul sahi kaha aapne. Har kisi ke saamne apne dukh ka izhaar karna kabhi-kabhi bekaar sa lagta hai, kyunki har koi samajhne ki koshish nahi karta, aur kabhi toh woh aapke dard ka mazaak bana dete hain. Shayari, likhne ka jazba, ya apne dil ki baat kalam ke zariye bayaan karna isliye khaas hai, kyunki:

1. Woh aapka apna hai: Jo likha hai, woh sirf aapka hai. Usse na koi galat samajh sakta hai aur na hi uska mazaak bana sakta hai.

2. Ehsaas mehfooz rehte hain: Aapka dukh aur jazbaat ek safe jagah par rehte hain—shayari mein. Aur yeh aapko ek tasalli aur sukoon deta hai.

3. Sunne wala zaroor milta hai: Shayari ya likhawat aise logon tak pahuchti hai jo usse mehsoos karte hain, bina kisi judgment ke.

Dukh ko shabdon mein dhal kar, aap na sirf apne dil ka bojh halka karte hain, balki ek aise rishte banate hain jo shayari ke zariye logo ke dil tak pahunchte hain. Yeh ek khoobsurat aur mazboot tareeka hai apni baat kehne ka. Aap jaise likhte hain, usse lagta hai ki aap apne jazbaat ko jitni khoobsurti se likh rahi hain, woh na sirf aapka bojh halka kar raha hai, balki auron ke liye ek misaal bhi ban raha hai.
 
Ankh se dur na ho dil se utar jayega
Waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega...
Tamaam umar kahaan koi saath deta hai
Ye janti hoon magar thodi dur saath chalo...
Abhi to jal rahe hain chirag raahon ke
Abhi hai dur shehar thodi dur saath chalo...
Jab bhi dil khol ke roye honge
Log aaram se soye honge...
Tu mohabbat se koi chaal to chal
Haar jaane ka haunsla hai mujhe...
Kitna aasan tha teri yaad mein marna "Anchal"
Phir bhi ik umar lagi jaan se jaate jaate...
Yad aayi hai to phir toot ke yaad aayi hai
Koi guzri hui manzil koi bhoole hue dost...
Shahar walon ki mohabbat ki kayal hoon magar...
Maine jis haath ko chooma wahi khanjar nikla
Aisa hai ki sab khwaab Haqiqat nahin hote...
Jo aaj to hote hain magar kal nahi hote...

Ye sacch hai magar dukh hai qayamat ka "Anchal"....
Pgla ab ke bhi na royega to mar jayega...!!!
Tanhaaiyon ke saaye mein guzarti raat hai,
Dil ke jazbaat mein chhupi ek baat hai.
"Anchal," aansoon chhupana mushkil hai ab,
Roke toh saans hai, varna fiza saath h
ai.
 
Ankh se dur na ho dil se utar jayega
Waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega...
Tamaam umar kahaan koi saath deta hai
Ye janti hoon magar thodi dur saath chalo...
Abhi to jal rahe hain chirag raahon ke
Abhi hai dur shehar thodi dur saath chalo...
Jab bhi dil khol ke roye honge
Log aaram se soye honge...
Tu mohabbat se koi chaal to chal
Haar jaane ka haunsla hai mujhe...
Kitna aasan tha teri yaad mein marna "Anchal"
Phir bhi ik umar lagi jaan se jaate jaate...
Yad aayi hai to phir toot ke yaad aayi hai
Koi guzri hui manzil koi bhoole hue dost...
Shahar walon ki mohabbat ki kayal hoon magar...
Maine jis haath ko chooma wahi khanjar nikla
Aisa hai ki sab khwaab Haqiqat nahin hote...
Jo aaj to hote hain magar kal nahi hote...

Ye sacch hai magar dukh hai qayamat ka "Anchal"....
Pgla ab ke bhi na royega to mar jayega...!!!
Awesome. Keep it up. :cool:

1736834657567.png
 
पत्थरों से मीलों सफर करते थे जज्बात कभी,
अब घंटों बातें करके भी जज्बात नहीं मिलते कभी,

किसको क्या मिला, उसका कोई हिसाब नहीं,
तेरे पास रुह नहीं, मेरे पास जज़्बात नहीं ,

खूबसूरत लोगों के पास खुबसूरत जज्बात होते नहीं,
अच्छे लोग हमेशा,खूबसूरत जज़्बातों से चलते हैं,

वक्त की भीड़ में जज़बात आगे पाये जाते हैं ,
गेरौं की भीड़ में अपने जज्बातों के साथ,
आगे पाया जाते हैं,

गहरी नींद आना जज़्बातों में इतना असान नहीं,
जज़्बातों में इमानदारी से रहने से गहरी नींद आती है,

जिन्दगी में साथ रहने के लिये जज्बातों की जरूरत है,
जज़्बातों से जिन्दगी का साथ छूट जाता है,

मेने इश्क़ को जज्बातों का कतरा गिरा कर समुन्दर में,
कहां, रहेगी जबतक जिन्दगी जब तक ठूँठ पाते
-इसे जज्बातों में कहीं

खुद में रहकर वक्त बिताओ जज्बातों में तो अच्छा है,
खुद का परिचय जज़्बातों से करो तो अच्छा है,

इस दुनिया की भीड़ में चलने से बेहतर है,
खुद के साथ में,जज्बातों को लेकर घूमने,
जाओ तो अच्छा है,

अपने घर के रौशन दीप देख लिये अब,
जज्बातों के दीप जलाओ तो अच्छा है,

तेरी मेरी उसकी छोड़ दो अब,
खुद से खुद के जज़्बात मिलाओ तो अच्छा है,

जिस्म को महकाने में, जिन्दगी काट ली है,
रुह को जज़्बातों से महकओ तो अच्छा है,

जी भर के दुनिया भर में धूमे हैं ,
वापस खुद में जज्बातों को ।।।

।। राजवीर ।।
 
Pdhne mai hi kho si gyi hu.....
bhut hi bdhya likhi gayi....
Shukria..!!!
 
Top