Aap wo glti bta ke dehrana chate ho kiyaHamare Raja maharajao ne to fir bahut bar ye galtiya ki hai
Right no one stays happy after that. Jis se shaadi ho rahi hai arranged na wo na jis ne pyar kiya wo. But family thinks that there Spouse are still children and cannot take correct life choices. Sad Reality in maximum cases......
Nahi maharaja o ki jo raani hua karti thi wo pyar kiyea aur shaadi bhi kiyea lekin ye case tab nahi tha tab maharajo ko kingdoms ko khud ke control mai lane ka plan karte the so they married and took kingdom as dowry so that was a complete different case...Hamare Raja maharajao ne to fir bahut bar ye galtiya ki hai
Baat shadi ki ho rahiGalat hai Galti se
Kisi ko Galat thehrana
Dekh palke utha kar
Laya hu pyar ka nazrana
Hu main tere intzaar me
"PARAM" na chale ab bahana
Kyu bhule tum woh gana
Kundi na khadka sohniye
Chale aana ji seedhe chale aana
Shadi ka base pyar ho na ho samajh zaroor honi chahiye... Pyar Kitna sahi hai kitna nakli hai kisi ko nahi pata... Har din pyar wale relations mein breakups hote hain cheating hoti hai..
Reply off track haiShadi ka base pyar ho na ho samajh zaroor honi chahiye... Pyar Kitna sahi hai kitna nakli hai kisi ko nahi pata... Har din pyar wale relations mein breakups hote hain cheating hoti hai..
Do logo mein agar iss baat ki samajh hai ki life partner kaisa hona chahiye to unki marriage achi chalegi aur wo galat nahi hai.
Chahe pyar karke bhi log shadi kar le par bahot se divorce hote hain extra marital affair hote hain to pyar ko kitni preference milni chahiye?
Post samajh mein aai hai ... Par main pyar ko hi galat keh raha hoon...Bahoto ko ye post samajh hi ni aayi thik sey padho ek do baari
Baat ye kahi gai hai koi insan shadi karney k baad kisi aur sey pyar karta hai to log usey galat kehtey haiShaadi ke baad kisi aur se pyar karna to galat hai hi aur pyar hone ke baad kisi aur se shaadi karna jaruri nhi hai, jisko nhi karni wo kunwara bhi rehsakta hai.
Yes according to society dono galat hone chahiye... But maine apna view rakha hai ki ye pyar hi galat hai... Coz pyar pyar hai bhi ya nahi isko log khud nahi samajh pate kafi baar attraction hota hai kafi baar obsession hota hai kafi baar lust hota hai aur kafi baar attachment hota hai...Baat ye kahi gai hai koi insan shadi karney k baad kisi aur sey pyar karta hai to log usey galat kehtey hai
Lekin aisey bahot log hai jo pyar to kartey hai lekin shadi nahi kartey fir wo dhero majburiya batatey hai to log aisey logo ko galat kyu ni boltey
Ye kaha hai is post mein
Opposition party ke Neta ji a gai sis....Baat ye kahi gai hai koi insan shadi karney k baad kisi aur sey pyar karta hai to log usey galat kehtey hai
Lekin aisey bahot log hai jo pyar to kartey hai lekin shadi nahi kartey fir wo dhero majburiya batatey hai to log aisey logo ko galat kyu ni boltey
Ye kaha hai is post mein
o ho ek 13 saal ke Bachho ne GF, BF bana liya wo bhi pyar mai ata hai ??? pyar matlab commitment, relationship, ek dusre ko samajna jo sirf teenagers aur adults hi kar payenge needs maturity so should take that seriously and galat hai. and for kids below 18 years old that is called friendship and not pyarr...Aajke time par "pyar" word normal hogaya hai bf, gf, 13 saal ki age se banane lagte hain isi wajah se pyar karke shaadi na karne wale logon ko koi galat nhi bolta.
kaun shaadi nahi karte 13 saal ke bachhe ???Fir wo shaadi kyu nhi karte?