Ek pathar hai jo khada hai shan se magar sabse durr aur sab usko shod gye magar vo akela khada hai majbooti se
Majbooti toh bas dikhava tha andar se vo khokhla ho chuka tha...
Har Roz dekhta tha us Suraj ko ek pyaare se samunder mein dubte
Ek din samundar ne usko dekha vo usko dekh ke dukhi huya chahe uske pass hazaro pathar the phir bhi usne us ek pathar ki taraf apni lehre (represents care and attention) bheji..
Vo pathar heran kyuki uske liye je chiz thi khas
Magar khush tha kuch alag toh huya ..
Vo gehra shant Sundar samundar har Roz apni lehre bhejta , us pathar ki taraf kyuki vo usko tarashna chahta tha
Pathar ko laga je chije hai vyarth vo shod chuka tha aas
Phir jab dekha us samundar ka saneh vo bhi koshish karne laga vo banne ki jo samundar usko banana chahta ta key ek din us samundar ki umeedo par khara utare aur uski lehro mein weh kar uski gehrayio mein hamesha ke liye koh jaye...