Tum sach batao kisne tumhare heart ke 4 chambers toh alag kiya haiMohabbat ne sirf hole nahi kiya,
Ek puri kitaab likh di hai dil ke safhe par...
Har lafz dard se bhara, har jumla adhura...
Par tu fikar mat kar, main ro nahi sakta,
Aansu bhi shayari ban jaate hain meri aankhon se girne se pehle...
