• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Dil

Ek heer thi aur tha ek raanjhan,
Kehte hai mere gaon mein,
Sacha ho dil to,
Sau mushkilen ho,
Jhukta naseeba pao mein,
Aanchal tera rabba,
Falak ban gaya hai,
Ab iska nahi, koi ore, koi chore..
Teri ore, teri ore, teri ore, hai rabba

Kheeche mujhe koi dore.
 
Ponchh ke aansoo, jhaad ke daaman
Chal to sahi manzil hazaaron
Hans ke zara duniya pe nazar kar
Chahat ke kaabil hain hazaaron
Aur bhi dar hain jahaan mein aur bhi galiyan
Aur bhi gul hain chaman mein aur bhi kaliyan
Woh jo pyaar mein hota hai
Aitbaar mein hota hai
Tere sath bhi gar saaz mere wahi to hua

Mat ro mere dil chup ho ja hua so hua.
 
Zindgi ek pyas banker reh gayi
Pyaar ke qisse adhure reh gaye

Shayad unka aaKhiri ho yeh Sitam
Har sitam yeh sochker ham seh Gaye
Ham vafaa karke bhi tanha reh Gaye

Dil ke aramaa aaNsuo me beh Gaye.
 
Tadap Tadap k iss Dil sey Aah Nikalti Rahi
Mujhko sajaa di Pyaar ki Aisa kya gunha kiya
K loot gaye haan loot gaye k loot gaye hum teri Muhobat mein
 
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Tumhare bina ab na jeena hamara
Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari na ab hogi kam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
 
Dil ro raha hai mera magar aankh nam nahi
Duniya samajh rahi hai muje koi gum nahi
Kyun tune ki bewafai chahat ki
Samma bujhai mere dil pe chot lagai
Dil ro raha hai mera magar aankh nam nahi
Duniya samajh rahi hai muje koi gum nahi
 
Kaisa Nasib Mein Din Yeh Dikhaya,
Sab Kuch Paake Tu Kuch Na Paaya,
Mere Jaise Bhagyaheen Ko, Dega Kaun Dilaasa,
Pada Rehgaya Nadi Kinaare, Mein Pyaasa Kaa Pyaasa,
Kaisa Hai Kathor Yeh, Vidhi Ka Vidhaan,
Kaunsi Disha Mein Gaye, Mere Bhagwaan,

Bolo Hai Zameen, Bolo Aasmaan..
 
Haal yah kar diya zaalim tere Tadapaane ne
Aag daaman mein laga li tere Deevaane ne
Ye bhi dar lagata hai badanaam na ho Jaayen kaheen
Pyaar ki baaten jo sun leen kisi Begaane ne
Jeete rahana teri chaahat mein koi Khel nahi
Maar daala mujhe zaalim tere Samajhaane ne
Ji to kahata hai ji bhar ke tujhe pyaar karoon
Par mujhe rok liya mere sharamaane Ne
Rut nai aai hai aur pyaar ke din laai Hai
Aur bhi kar diya jaadu tere Sharamaane ne

Aag daaman mein laga li tere Deevaane ne.
 
Pyar sheeren ne kiya pyar hi laila ne kiya
Pyar meera ne kiya pyar hi Radha ne kiya
Pyar har rang me logo ko saza deta hai
Pyar k parde hum sabka khuda rehta hai
Falsafa pyar ka tum kya jano
Falsafa pyar ka tum kya jano
Tumne kabhi pyar na kiya
 
Top