• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Dard, aansu aur sabr.

BellaLuna

Favoured Frenzy
Tum dard mai b roti nhi ho, aansu sookhai hain ya mehsoos hota nhi tum ko?

Tum dard mai b roti nhi ho, kya tum raatu mai b soti nhi ho?

Kuch tou hai jo kehti nhi tum, acha ye kaho sehti kese ho tum?

Kuch tou hai jo kaha nhi tum ne
Tum kehna nhi chahti, ya khamosh kiya gaya tumhai?

Chup kyu ho? Kuch tou kaho
Koi lafz, koi aah, koi shikayat hi sahi

Acha choro, bas yahi keh do, kyu dard mai b roti nhi ho?
 
(Tum dard mai bhi roti nahi ho,
Aansu sookhe hain ya mehsoos hota nahi tumko?)

Aansu behne se kam nahi hote,
Kuch dukh aankhon se nahi, dil se rote.

(Tum dard mai bhi roti nahi ho,
Kya tum raaton mai bhi soti nahi ho?)

Neend toh kab ki ruswaa ho chuki,
Khwabon ka shor bhi chup ho chuka.

(Kuch toh hai jo kehti nahi tum,
Acha ye kaho, sehti kaise ho tum?)

Sehne ka hunar waqt sikha gaya,
Dukhon ka saathi sirf sabr ban gaya.

(Kuch toh hai jo kaha nahi tumne,
Tum kehna nahi chahti, ya khamosh kiya gaya tumhe?)

Kuch lafz kaabil nahi the bechaini ke,
Aur kuch khamoshi ne likh diye the muqaddar ke.

(Chup kyun ho? Kuch toh kaho,
Koi lafz, koi aah, koi shikayat hi sahi.)

Shikayatein bhi bekaar lagti hain ab,
Jis dil ne bardasht karna seekh liya ho ek aadat ki tarah.

(Acha chhodo, bas yahi keh do,
Kyun dard mai bhi roti nahi ho?)

Rona bhi toh tab aaye, jab dukh naye lagein,
Jin dukhon se guzar chuki hoon, un par aansu bhi sharminda hain.
 
Tum dard mai b roti nhi ho, aansu sookhai hain ya mehsoos hota nhi tum ko?

Tum dard mai b roti nhi ho, kya tum raatu mai b soti nhi ho?

Kuch tou hai jo kehti nhi tum, acha ye kaho sehti kese ho tum?

Kuch tou hai jo kaha nhi tum ne
Tum kehna nhi chahti, ya khamosh kiya gaya tumhai?

Chup kyu ho? Kuch tou kaho
Koi lafz, koi aah, koi shikayat hi sahi

Acha choro, bas yahi keh do, kyu dard mai b roti nhi ho?
Wa ah wah wah :clapping:

P.s. I didn't understand a word
 
Tum dard mai b roti nhi ho, aansu sookhai hain ya mehsoos hota nhi tum ko?

Tum dard mai b roti nhi ho, kya tum raatu mai b soti nhi ho?

Kuch tou hai jo kehti nhi tum, acha ye kaho sehti kese ho tum?

Kuch tou hai jo kaha nhi tum ne
Tum kehna nhi chahti, ya khamosh kiya gaya tumhai?

Chup kyu ho? Kuch tou kaho
Koi lafz, koi aah, koi shikayat hi sahi

Acha choro, bas yahi keh do, kyu dard mai b roti nhi ho?
Lovely...

Mind-blowing really...
 
To understand your poem is not everyone's cup of tea. It carries deep meaning. As always I ll say awesome. Keep it up. :cool:
 
"Kyun,
Tanha hokar bhi akele
Kisi gair ki tum hoti nahi ho ?

Aksar Bhul jata hu mai raah
Tum kyu kahi khoti nahi ho ?

Thori zara si der ho jaye mujhe
Kyu, mere intzaar me soti nahi ho ?

Itne gam diye meri muhabbat ne
Fir bhi kyu tum roti nahi ho ?
1000083448.jpg
 
Tum dard mai b roti nhi ho, aansu sookhai hain ya mehsoos hota nhi tum ko?

Tum dard mai b roti nhi ho, kya tum raatu mai b soti nhi ho?

Kuch tou hai jo kehti nhi tum, acha ye kaho sehti kese ho tum?

Kuch tou hai jo kaha nhi tum ne
Tum kehna nhi chahti, ya khamosh kiya gaya tumhai?

Chup kyu ho? Kuch tou kaho
Koi lafz, koi aah, koi shikayat hi sahi

Acha choro, bas yahi keh do, kyu dard mai b roti nhi ho?
Simple and straight forward answer:
Roo roo ke aansu hue khtm
Isiliye nhi aata rona par mehsoos sab hota hai
Raat mein so soti hu kyu ki sone se hi sukoon hai
Kuch nhi bahut kuch hai kehen ko mgr sabko batane nhi baith skte kisi ne khaamosh nhi kiya mgr dil ko pta hai mere jazbaat koi nhi smjhega
Chup rehna hi shi hai kyunki koi baato ki gehraai ko smjhne wala nhi
Dard mein nhi rote kyuki har dard roo kar nhi dikhaya jata
 
Yeh alfaaz ek gehri kahani suna rahe hain ek aise dil ki, jo mehsoos sab kuch karta hai par keh nahi sakta. Yeh woh jazbaat hain jo lafzon se zyada khamoshi mein goonjte hain.

Kabhi kabhi, rote nahi hain log, kyunki aansu bhi ek had tak saath dete hain. Aur kabhi, dard sirf mehsoos kiya jata hai, kyunki har dard ko bayan karna zaroori nahi hota aur shayad, koi samajhne wala bhi nahi hota.

Agar yeh tumhare dil ka haal hai, toh bas itna kehna chahunga kuch jazbaat duniya ke liye nahi, sirf apne liye hote hain. Unhein likho, mehsoos karo, magar unka bojh mat bano. Tumhari khamoshi bhi ek kitaab hai, bas padne wala koi ho jo uski har satar ko samajh sake.
 
Thanks for motivation :rofl1:
 
Top