Tum jaisi ho vaisi hi raho, Sambhal lunga.
Har baat pe muskura dena, Teri muskaan ke piche tera dukh Jaan lunga.
Choti choti baaton pe chidhna, Magar haq se apana chidhana jatana. Teri har khamoshi ke piche ke fasale pehchan lunga.
Har chiz bataunga mere bare mai,
Badale mai tum bhi apane aap se mujhe rub ruh karana.
Tera sare dukh samjh ke tuzhe samjhane
ke alava smj lunga. Tere andar ke khalipan ko har khushi se bhar dunga,
Badale mai thoda muskurana.
Jo puchana ho vo bezhizhak puchana, Jaisi ho vaisi hi sambhal lunga.