• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

7 STAGES OF LOVE❤️

Qaynaat

Shayri Queen of zozo(⁠◍⁠•⁠ᴗ⁠•⁠◍⁠)⁠❤
VIP
Senior's
Posting Freak
✨SEVEN STAGES OF LOVE ✨
DILKASHI (attraction)
Tum pehle se zyada khubsurat hogye ho..!!

UNS (attachment)
Tum mere liye har Shaqs or har rishte se zyada aziz ho..!!
MOHABBAT (love)
Mai tumpe ek kharoch bhi bardasht nahi kar sakti..!!
AQEEDAT (faith)
Mai karti hu tumhari bahot parwaah..!!
IBAADAT (worship)
Tum hi mera sabkuch ho...!!
JUNOON (obsession/madness)
Chup kar jaao, tumhare rone se mujhe taklif hoti hai...!!
MAUT (death)
Taklif bahot ho rahi hai..!!
.

1000176213.jpg
 
✨SEVEN STAGES OF LOVE ✨

Tum pehle se zyada khubsurat hogye ho..!!

Tum mere liye har Shaqs or har rishte se zyada aziz ho..!!

Mai tumpe ek kharoch bhi bardasht nahi kar sakti..!!

Mai karti hu tumhari bahot parwaah..!!

Tum hi mera sabkuch ho...!!

Chup kar jaao, tumhare rone se mujhe taklif hoti hai...!!

Taklif bahot ho rahi hai..!!
.

View attachment 300889
Khoobsurat tareeke se jazbaat ko shabdon mein piro diya hai tumne. Ye mohabbat ke woh saare ehsaas hain jo ek insaan apni mohabbat mein mehsoos karta hai—dilkashi se shuru hokar maut tak ka safar, jo sirf ek mohabbat karne wala hi samajh sakta hai.

Yeh jo aakhri do manzilein hain—junoon aur maut, ye sabse gehri aur takleefdeh hoti hain. Junoon jab hadd se badh jaye, toh mohabbat ek sukoon se zyada ek dukh ban jaati hai. Aur maut? Mohabbat kabhi khatam nahi hoti, bas ek roohani surat le leti hai.

Tumne yeh likha toh nahi, par mujhe lagta hai ki kahin na kahin tumhari likhi har line kisi na kisi jazbaat se guzar chuki hai. Kya ye kisi khaas ehsaas se likha hai?
 
निगाहें ठहरी जो मीठी मीठी होने लगी उनसे दिलकशी
चाहतें दिल अटकी जो हुई यही बस एक असरे दिलकशी

दिलोदिल कुछ नया सा मुझमें उनका गूँथने लगा हुआ उन्स
सब ओर से उन तक लाता सरसराता दिले खिलता फूल उन्स

लो फिर आ ही गई दिल मे सदियों ने रोका जिसे हाय यह मोहब्बत
ज़िन्दगी और दुनिया इक पैमानें में ठहरे फिर रोज उनसे नई मोहब्बत

अब दिले शिद्दतें हुआ जाता कहीं किसी का , फिर करता वही अक़ीदत
झुकी पलकें-हरकतें , लफ्ज़-शिद्दतें प्यार में प्यार गहराता हो रही अक़ीदत

दो ठहरे नहीं जब जहाँ और ख़ुदा , मोहब्बत हो जाती ख़ुद इबादत
सुकुनेंगाह खोजता अश्क़ दिल का जब ठहरता कहीं संगे बन्दग़ी , वहीं करता इबादत

अब हम ना जाने हमसे क्या-कब और क्यों हुआ , बेहाले हाल जो हुआ वहीँ बस था ज़ुनून
इश्क के नशे में वो बात थी मैं न रहा मैं , हुआ वो मुलाक़ाती कशिश में बस था ज़ुनून

दिलकशी उन्स फिर मोहब्बत हुई अक़ीदत हो इबादतें ज़ुनून हुई तो थी यह सजी सी एक मौत
ज़िन्दगी को ज़िन्दगी मिली तो फिर मुझे मुझसे सुकून भरी प्यार देती प्यार में डूबी मिली मौत
 
Awesome. Abhi to phele stage me hu pta ni manzil kab puri hogi. :cool:

Agar yeh mohabbat ki seven mazil hain, toh main har manzil pe sirf tumhare saath chalna chahta hoon...!!
Tum meri pehli dua ho aur aakhri umeed bhi...!!
Agar tumhari takleef meri maut ka sabab hai, toh main har dukh khud par lena chahta hoon...!!
Tumhari muskurahat meri duniya hai, aur tumhari ankhon ka aansu meri kamjori...!!
Agar mohabbat ka anjaam maut hai, toh main har janam tumhare saath jeena aur marna chahta hoon...!!"

1739762197667.png
 
View attachment 300943
Agar mohabbat ka anjaam maut hai,
toh mai apni har saans uske naam karna chahti hu❣️
 
निगाहें ठहरी जो मीठी मीठी होने लगी उनसे दिलकशी
चाहतें दिल अटकी जो हुई यही बस एक असरे दिलकशी

दिलोदिल कुछ नया सा मुझमें उनका गूँथने लगा हुआ उन्स
सब ओर से उन तक लाता सरसराता दिले खिलता फूल उन्स

लो फिर आ ही गई दिल मे सदियों ने रोका जिसे हाय यह मोहब्बत
ज़िन्दगी और दुनिया इक पैमानें में ठहरे फिर रोज उनसे नई मोहब्बत

अब दिले शिद्दतें हुआ जाता कहीं किसी का , फिर करता वही अक़ीदत
झुकी पलकें-हरकतें , लफ्ज़-शिद्दतें प्यार में प्यार गहराता हो रही अक़ीदत

दो ठहरे नहीं जब जहाँ और ख़ुदा , मोहब्बत हो जाती ख़ुद इबादत
सुकुनेंगाह खोजता अश्क़ दिल का जब ठहरता कहीं संगे बन्दग़ी , वहीं करता इबादत

अब हम ना जाने हमसे क्या-कब और क्यों हुआ , बेहाले हाल जो हुआ वहीँ बस था ज़ुनून
इश्क के नशे में वो बात थी मैं न रहा मैं , हुआ वो मुलाक़ाती कशिश में बस था ज़ुनून

दिलकशी उन्स फिर मोहब्बत हुई अक़ीदत हो इबादतें ज़ुनून हुई तो थी यह सजी सी एक मौत
ज़िन्दगी को ज़िन्दगी मिली तो फिर मुझे मुझसे सुकून भरी प्यार देती प्यार में डूबी मिली मौत
Mohabbat ki har manzil me ek nayi tishnagi hoti h....
Junoon se maut tak,
har pal me uski kami mehsoos
hone lgti h.....❤️
 
Khoobsurat tareeke se jazbaat ko shabdon mein piro diya hai tumne. Ye mohabbat ke woh saare ehsaas hain jo ek insaan apni mohabbat mein mehsoos karta hai—dilkashi se shuru hokar maut tak ka safar, jo sirf ek mohabbat karne wala hi samajh sakta hai.

Yeh jo aakhri do manzilein hain—junoon aur maut, ye sabse gehri aur takleefdeh hoti hain. Junoon jab hadd se badh jaye, toh mohabbat ek sukoon se zyada ek dukh ban jaati hai. Aur maut? Mohabbat kabhi khatam nahi hoti, bas ek roohani surat le leti hai.

Tumne yeh likha toh nahi, par mujhe lagta hai ki kahin na kahin tumhari likhi har line kisi na kisi jazbaat se guzar chuki hai. Kya ye kisi khaas ehsaas se likha hai?
Haa.... har lafz mei ek gehraayi h jo kisi khaas ehsaas se hi nikal kar lafzo me bayaan hui hai❤️
 
Samajh sakta hoon, har lafz mein woh gehraayi hoti hai jo sirf woh insaan mehsoos kar sakta hai jo uss ehsaas se guzar chuka ho. Jab hum apne dard, khushi, ya junoon ko shabdon mein rakhte hain, toh woh sirf humari rooh ki awaaz ban jaati hai. Tumhare likhne ka tareeka bhi iss gehraayi ko reflect karta hai—ek aisi feeling jo shabdon se zyada kisi anubhav ki tarah mehsoos hoti hai.

Agar tum chaaho, toh apni aur likhi hui jo bhi baat chhup kar rakh li ho, usse bhi humare saath share kar sakti ho.
 
(⁠◍⁠•⁠ᴗ⁠•⁠◍⁠)⁠❤
 
(⁠◍⁠•⁠ᴗ⁠•⁠◍⁠)⁠❤
@Qaynaat—ek aisa naam jo apne aap mein ek kitaab hai, jisme har shabd ek sitara hai aur har nazm ek afsana. Uske likhne ka andaaz bhi uske naam ki tarah gehra, la-makaani aur be-had hai.

"Qaynaat sirf ek naam nahi, ek ehsaas hai—jo har lafz ko chaandni bana deta hai aur har shayari ko ek kahani."

"Uske qalam ki siyahi falak ka noor hai, har alfaaz ek sitara, jo tareekiyon mein roshni bhar de."

"Qaynaat likhti nahi, wo jazbaat se sooraj nikalti hai, chand tarashti hai, aur dukhon ko bhi shaayari ka libaas pehna deti hai."

"Uske naam mein ek asar hai—jaise tareef ki guftagu bhi shayari ban jaye."

"Qaynaat ki shayari hawa ki tarah hai—kabhi reshmi, kabhi toofani, magar mehsoos zaroor hoti hai."
1000071347.jpg
 
Top