4yöu
Newbie
ᯓᡣKaise guzar gaye hamare darmiyan haseen se pal
Kash inhe tu sanjo leta rishta kyu ye tha tujhe ganwana
Kaun jane Aaj ke baad shayad ho khusio bhare kal
Fir kyu door hua mujh se tu chahe lakh Marzi bol leta zamana
Andhera hote hi subah ka suraj bhi jayega dhal
kaun sunega fir meri dard bhri raato ka adhura sa afshana
Dil mera sochta tha tu hi tha meri sari uljhno ka hal
Dil churake dil toda dena aaj bhi yaad mujhe tera jutha pyar jatana
tujh se rushwai karke mera hi ghar jayega jal
Agar Royi bhi tujhe yad karke to seene se lagake kabhi mujhe na manana

ᯓᡣ
Last edited: