Khud Prasanna nai he to Duje ko koi Prasanna Rakh Sakta Kya ,यदि आप स्वयं प्रसन्न हैं,
तो जिंदगी उत्तम है,
यदि आपकी वजह से लोग प्रसन्न हैं,
तो जिंदगी सर्वोत्तम है।
hamara to ek hi usual he pehle khud bacho baad me dusre ko Bachao ,
Khud Prasanna nai he to Duje ko koi Prasanna Rakh Sakta Kya ,यदि आप स्वयं प्रसन्न हैं,
तो जिंदगी उत्तम है,
यदि आपकी वजह से लोग प्रसन्न हैं,
तो जिंदगी सर्वोत्तम है।
Hehe wah acha vichaar haiKhud Prasanna nai he to Duje ko koi Prasanna Rakh Sakta Kya ,
hamara to ek hi usual he pehle khud bacho baad me dusre ko Bachao ,
Mai to dil ko dimag ka dusra hissa manti hu, bada confusion he ye dill dimag , par me dill ko BHI dimag ka ek part manti hu ,Hehe haan kyun nahi ,agar app real mein jeeyengi toh dil hi chalegi aur agar fake mein jeeyengi jisko mein maanta hi nahi jeena tab toh dimag hi chalega...jisko mere hisaab se khud ko hi fool banaane jaisa hai....
Hehe but mein toh jo jaisa usko waisa hi dekhta hoon ....dil ko dil aur dimag ko dimag....Koi confusion nahi...pura clearrrMai to dil ko dimag ka dusra hissa manti hu, bada confusion he ye dill dimag , par me dill ko BHI dimag ka ek part manti hu ,
Are deeply jaao to sab confusion hi milega , ham kehte he dil ki suno bichara dill ko phursad kaha apni duty se wo aaram se apna Kam kar Raha heHehe but mein toh jo jaisa usko waisa hi dekhta hoon ....dil ko dil aur dimag ko dimag....Koi confusion nahi...pura clearrr
Hehe,Hamara toh koi confusion nahi hai...dil toh ek hai sabke liye aur uska dhuun<heartbeat> bhi ek hi type ki hai ,,,ab ishko kya samjhna haiAre deeply jaao to sab confusion hi milega , ham kehte he dil ki suno bichara dill ko phursad kaha apni duty se wo aaram se apna Kam kar Raha he
Yahi to dikkat he ham kabhi khud ko padhte nai bas dusro ko padhne chale jate he , phursad milti kaha dusro ko sochne ki siwa