Mai jaanti hu mai usey khone wali hu...
Mai bhi abb aashiqo ki tarha rone wali hu..
Usey hmari mulaqaate yaad nahi ,
Aur mai uske diye tohfe sambhalne wali hu..
Mere kitaab me rakha woh sukha gulaab meri gawaahi hai,...
Tu jaanta hai na khuda kisne kitni mohabbat nibhayi hai?
Woh jo waqt tha uske sath mera mujhko lauta de..
Meri khushiya usime hai, usme meri duniya samaayi hai
Ek haqiqat hai, hum kisi aur ka haq apne haq me nhi laa skte..
Dekho na jaa rhi hai meri jaan...mujhko fanaah karke..
Kisi ka waqt sawaarega woh usse nikaah karke
Aur ghrwalo ka farmabaddar ban rha hai,
Meri zindagi tabaah karke
Mujhko afsos bas uske jaane ka nhi hai,
Woh Shaqs aage nikal gya, woh manane ka nhi hai..
Majburi ke piche chhupi thi marzi uski..
Ke mera apna naseeb nahi hai sath, isme kasoor zamaane ka nahi hai..
Aur jo gaya chhordkar toh, phir na aaya wapis

Abhi tak hai mere zehen me ghum rha uska khuda haafiz