• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Yaad ka matlab kya hoti hai...

Yaad is just a memory be it good or bad. But in my opinion bad memories ought to be forgotten and good memories need to be cherished. Also Yaad unko kiya jaata hai jinhein insaan bhool gaya ho.
 
भुलाना और भूल जाना तो बस एक वहम है दिल का,
वरना भला कौन निकालता है दिल से एक बार बस जाने के बाद!

 
Ek Sher arz karta hoon yaad par......
Toh arz hai,

❤️❤️"Teri yaad bhi Kamal karti hai, kaise kaise Dil se sawaal karti hai...ek pal bhi mujhe tanha nahi hone deti, Teri yaad bhi mera kitna khayaal rakhti hai "❤️❤️
Yado ki us panne ko palat ke jab jab dekhti hu aur sochti hu, hamse Khata Kya ho gai thi Jo ham Juda hogaye ek Duje ko yado ke saye me chor k
 
Last edited:
Jab bhi tanha hota hu main aajkal
Aksar yaad aa jata hai bita hua kal...


Wo hasin yaadein wo yaadgaar lamhe
Wo sath me gujra har ek pal....


Hawa ka har ek jhoka jaise kah rha ho
Phir se jite hain wo lamhe, aa laut chalein chal...


kash aisa ho pata,
Kuch lamho ke liye dil bhi jata hai machal
Wahi lamhe, wahi din, wahi hasin shamein ho
Kash phir se laut jate wo lamhe,
Wo ek ek pal....


Lekin ye dil janta hai ye mumkin nahi
Yaadein beshak anmol hain par
Yadon me jina koi jina to nhi...


Yaadein, yaadein, yaadein
Yaadein khud me ek uljhan hain
Yaadein Kahan se aati hain,
Khushiyon bhari
yaadein bhi kyon Dil ko tadpati hain?

Phir sab bhul khud ko ye samjhata hun,
Chhod purani
yaadon ko tu jile is pal ko,
Mat dub purani
yaadon me,
Bna hasin har pal ko...


Kal phir se jab tu tanha hoga
To Aaj ka ye pal bhi
Hasin
yaadon ka ek lamha hoga...
 
Hui hui Okay Rock's Bayya :rock::inlove:
बहुत मुश्किल से करते हैं तेरी यादों,
का कारोबार मुनाफा कम ही सही,
मगर गुजारा हो ही जाता है
 
"पास्ट" को याद कहते हैं।
"समस्याओं और झूठ का केंद्र"

लौट कर यादें आती हैं, लोग नहीं!
 
"पास्ट" को याद कहते हैं।
"समस्याओं का केंद्र"
लौट कर यादें आती हैं, लोग नहीं!
Kabhi kabhi log samne khade BHI hote he par tab na yaad Hoti he na koi bhav
 
Kabhi kabhi log samne khade BHI hote he par tab na yaad Hoti he na koi bhav
Haan log toh wahi hote hain but situation alag hoti hai,Mere kehne ka matlab ye hai ki situations badlte rehte hain log nahi.
 
Top