Anchal23
Favoured Frenzy
Jindagi kitni vyasat ho gayi hai
Ki apne aapke liye hi waqt nahi...
Har khushi hai logon ke daaman mai
Par ak hasee ke liye waqt nahi...
Din Raat daudati dunia mai
Jindagi ke liye waqt nahi...
Maa ki lori ka ahsaas to hai
Par Maa ko Maa kehne ka waqt nahi...
Saare Rishton ko hum maar chuke
Ab unhe dafnaane ka waqt nahi...
Saare naam mobile mai hai
Par dosti ke liye waqt nahi...
Gairon ki kya baat kare
Jab apno ke liye hi waqt nahi...
Aankhon mai hai neend bhri
Par sone ke liye waqt nahi...
Dil hai gammo se bhara hua
Par rone ke liye waqt nahi...
Paiso ki daud mai aese daude
Ki thakkne ke liye waqt nahi...
Praaye ahsaaso ki kya kadar karein
Jab apne jazbaaton ke liye waqt nahi...
Dil mai bahut baatein hai btaane ke liye
Lekin unhe btaane ke liye hi waqt nahi..!!!
Ki apne aapke liye hi waqt nahi...
Har khushi hai logon ke daaman mai
Par ak hasee ke liye waqt nahi...
Din Raat daudati dunia mai
Jindagi ke liye waqt nahi...
Maa ki lori ka ahsaas to hai
Par Maa ko Maa kehne ka waqt nahi...
Saare Rishton ko hum maar chuke
Ab unhe dafnaane ka waqt nahi...
Saare naam mobile mai hai
Par dosti ke liye waqt nahi...
Gairon ki kya baat kare
Jab apno ke liye hi waqt nahi...
Aankhon mai hai neend bhri
Par sone ke liye waqt nahi...
Dil hai gammo se bhara hua
Par rone ke liye waqt nahi...
Paiso ki daud mai aese daude
Ki thakkne ke liye waqt nahi...
Praaye ahsaaso ki kya kadar karein
Jab apne jazbaaton ke liye waqt nahi...
Dil mai bahut baatein hai btaane ke liye
Lekin unhe btaane ke liye hi waqt nahi..!!!