• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Unsent Emotions – Part 2: Jab Paighaam Padh Liya Gaya

Lion_Hearted

Epic Legend
Senior's
Chat Pro User
Unsent Emotions (Part 2):

Kaash Wo Padh Liya Gaya Hota...

Bhejna nahi chahta tha...
Par us raat... bhej diya.

Jo dil mein dabaa tha, wo ungliyon se beh gaya.

Bina filter, bina darr, bas likh diya sab kuch.

Fir kuch der tak screen dekhta raha...
Kaash "Seen" ka ek chhota sa notification mil jaata.
Kaash usne padh liya hota...
Aur bas ek lafz keh diya hota
"Haan, mujhe bhi wahi mehsoos hua tha..."

Par na usne padh ke reply kiya,
Na main fir kabhi likh paya.
Wo message reh gaya
Ek lamha, ek ahsaas,
Ek unsent emotion... jo sent toh ho gaya tha,
Magar samjha nahi gaya...

Ab sochta hoon...
Agar usne sach mein padh liya hota...
Toh shayad meri tanhayi itni gehri na hoti.
 
People fraud phone aata hai to bhi padh lete hai khase hai ...for the sake of curiosity. Tum to phechane chere honge , to sure tumhara message padh liya gya hoga.If you dont get reply , dont try to find reason. Just tell yourself, how many days you took to send message. Give enough time to that person to reply. I had told you , in case you send , get ready for any kind of insult, humiliation, or rejection. For the sake of releasing tension of holding message n not sending to the one whom you wished. Now its up to the person, how she/he interprets it. May be , evenif she/he like you , she/he wont accept your offer because we are bound by our circumstances, new developments n many other things. Best way is to take life as a journey. Just enjoy whatever you face during journey and enjoy everything whether its Hills, Rivers, plain land , Greenery, Caves or Mountains. God opens 1000 doors when closes one door. Wish you all the best. :cool:
 
Sach kaha aapne... Kabhi kabhi hum kisi ek jawaab ke liye itna ruk jaate hain ki zindagi ke baaki raaste chhoot jaate hain. Shayad jawab na aana bhi ek jawab hota hai. Lekin haan, dil halka hua... aur yeh safar bhi kuch sikhakar gaya. Aapke samajhne aur itni gehrai se kehne ke liye shukriya.

Unsent Emotions (Part 2):

Kaash Wo Padh Liya Gaya Hota...

Bhejna nahi chahta tha...
Par us raat... bhej diya.

Jo dil mein dabaa tha, wo ungliyon se beh gaya.

Bina filter, bina darr, bas likh diya sab kuch.

Fir kuch der tak screen dekhta raha...
Kaash "Seen" ka ek chhota sa notification mil jaata.
Kaash usne padh liya hota...
Aur bas ek lafz keh diya hota
"Haan, mujhe bhi wahi mehsoos hua tha..."

Par na usne padh ke reply kiya,
Na main fir kabhi likh paya.
Wo message reh gaya
Ek lamha, ek ahsaas,
Ek unsent emotion... jo sent toh ho gaya tha,
Magar samjha nahi gaya...

Ab sochta hoon...
Agar usne sach mein padh liya hota...
Toh shayad meri tanhayi itni gehri na hoti.
Kash wo padh liya hota
To ye jaan pata ke us lafz me us insaan lye kitni ehmiyat chupi hai...
Per khair chordo wo jhute log in sachi lafzo k layak nh..

Very nicely written...
 
Sahi kaha tumne... har lafz ke peeche ek duniya chhupi hoti hai,
par har koi uss duniya ko samajhne ka jazba nahi rakhta.

Jo log jhooth se pyaar karte hain,
unke liye sachchai sirf ek bojh ban jaati hai.

Shukriya tumhara,
tumne mere lafzon ko mehsoos kiya.
 
Unsent Emotions (Part 2):

Kaash Wo Padh Liya Gaya Hota...

Bhejna nahi chahta tha...
Par us raat... bhej diya.

Jo dil mein dabaa tha, wo ungliyon se beh gaya.

Bina filter, bina darr, bas likh diya sab kuch.

Fir kuch der tak screen dekhta raha...
Kaash "Seen" ka ek chhota sa notification mil jaata.
Kaash usne padh liya hota...
Aur bas ek lafz keh diya hota
"Haan, mujhe bhi wahi mehsoos hua tha..."

Par na usne padh ke reply kiya,
Na main fir kabhi likh paya.
Wo message reh gaya
Ek lamha, ek ahsaas,
Ek unsent emotion... jo sent toh ho gaya tha,
Magar samjha nahi gaya...

Ab sochta hoon...
Agar usne sach mein padh liya hota...
Toh shayad meri tanhayi itni gehri na hoti.
Likha tha dil se,
bhej diya tha chhup ke,

Umeed thi... woh padhegi chupke.
Na "seen" aaya, na koi jawaab,
Bas reh gaya woh message—ek khamosh kitaab.l~

Uss raat sirf lafz nahi gaye the,

Dil bhi bhej diya tha...
jo kabhi wapas nhi aaye the......
 
Kabhi kabhi kuch messages jawab nahi maangte… bas kisi ke dil tak pahunch jaane ki tamanna rakhte hain. Shayad uss "seen" se zyada zaroori tha, ki woh ehsaas sach tha.

Jo lafz wapas na aaye,
shayad woh kisi aur ke dil mein bas gaye ho…
Aur jo dil bheja tha uss raat,
shayad woh kisi dua mein yaad ban gaya ho.
 
Jab Yeh Waqt kabhi mera tha
Kal yehi anjaan shakhs mera tha
Aaj Chhaya yuh zindagi mai andhera sa
Na jane kab ayega, woh sab kuch bhulkar?
Ye har-pal, har-gadhi dil mujh se kehra tha
Khair, Jaana uska waise tonh lazmi tha,
Dil Mai kirayedar bankar jo thehra tha
Dub hum hi gaye hamare ashko tale,
Akhir, pyar mera hi to samundar sa gehra tha
ᥫ᭡‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎

1000084664.jpg
 
Unsent Emotions (Part 2):

Kaash Wo Padh Liya Gaya Hota...

Bhejna nahi chahta tha...
Par us raat... bhej diya.

Jo dil mein dabaa tha, wo ungliyon se beh gaya.

Bina filter, bina darr, bas likh diya sab kuch.

Fir kuch der tak screen dekhta raha...
Kaash "Seen" ka ek chhota sa notification mil jaata.
Kaash usne padh liya hota...
Aur bas ek lafz keh diya hota
"Haan, mujhe bhi wahi mehsoos hua tha..."

Par na usne padh ke reply kiya,
Na main fir kabhi likh paya.
Wo message reh gaya
Ek lamha, ek ahsaas,
Ek unsent emotion... jo sent toh ho gaya tha,
Magar samjha nahi gaya...

Ab sochta hoon...
Agar usne sach mein padh liya hota...
Toh shayad meri tanhayi itni gehri na hoti.
Bilkul… kuch baatein dil se nikal to jaati hain,
par jis ke liye hoti hain, un tak kabhi poori tarah pohch nahi paati.
Wo ek "seen" ka intezaar, aur ek chhoti si tasalli…
kabhi milti nahi, par uski kami hamesha mehsoos hoti hai.
Aur fir wahi message, wahi emotion…
dil ke kisi kone mein unsaid ban kar reh jaata hai.
 
Beautiful...
 
Kabhi kabhi baat sirf lafzon ki nahi hoti…
ek "seen" bhi mohabbat ka saabit ho sakta tha,
par jab dil ki baat dil tak hi simat jaaye…
toh woh khamoshi ek kahani ban jaati hai adhoori si, magar asli.
 
Jab Yeh Waqt kabhi mera tha
Kal yehi anjaan shakhs mera tha
Aaj Chhaya yuh zindagi mai andhera sa
Na jane kab ayega, woh sab kuch bhulkar?
Ye har-pal, har-gadhi dil mujh se kehra tha
Khair, Jaana uska waise tonh lazmi tha,
Dil Mai kirayedar bankar jo thehra tha
Dub hum hi gaye hamare ashko tale,
Akhir, pyar mera hi to samundar sa gehra tha
ᥫ᭡‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎

View attachment 314578
Woh jo kabhi apna tha, aaj anjaanon mein bhi nazar nahi aata…
Aur hum, jo har aansu mein usse dhoondh lete the
aaj khud se hi chhupte phirte hain.
Pyaar samundar tha, aur hum doobne ke liye hi the.
 
Kabhi kabhi baat sirf lafzon ki nahi hoti…
ek "seen" bhi mohabbat ka saabit ho sakta tha,
par jab dil ki baat dil tak hi simat jaaye…
toh woh khamoshi ek kahani ban jaati hai adhoori si, magar asli.
Sahi kaha… kabhi ek "seen" bhi sab kuch keh jaata hai,
aur kabhi sab kuch kehke bhi kuch nahi keh paate
.
 
Top