Hasrat hai hume tumhari deed kare,
Tum aao toh hum bhi Eid kare…
Par har baar Eid waisi nahi hoti,
Kabhi hasi kam pad jaati hai,
Kabhi aankho ki nami badh jaati hai
Waqt ne kitne apno ko humse chhoda,
Kisi ko faasle le gaye, kisi ko taqdeer ne todaa…
Kabhi jo haatho me mehndi sajti thi,
Aaj woh haath duao me uthte hai…
Tumse kya kahe haal-e-dil apna,
Ab sirf yaado ki mehfil sajti hai…
Woh jo humari Eid hua karte the,
Aaj sirf tasveero mein baste hai…
Eid aayegi, chand bhi niklega
Magar jo roshni tumse thi,
Uska ujala ab kahi kho chuka hai..
Mohabbat ke diye jo jalaye the humne,
Waqt ki aandhiyo ne bujha diye hai...
Kabhi jo saath baitha karte the,
Aaj sirf tasveere dilaasa diye hai
Na woh hasi rahi, na woh baate,
Sirf yaadon ki parchhaiyaa saathi bani hai...
Eid ka chand toh roz chamkega,
Magar dil ka andhera ab mita
nahi hai~

Tum aao toh hum bhi Eid kare…
Par har baar Eid waisi nahi hoti,
Kabhi hasi kam pad jaati hai,
Kabhi aankho ki nami badh jaati hai

Waqt ne kitne apno ko humse chhoda,
Kisi ko faasle le gaye, kisi ko taqdeer ne todaa…
Kabhi jo haatho me mehndi sajti thi,
Aaj woh haath duao me uthte hai…
Tumse kya kahe haal-e-dil apna,
Ab sirf yaado ki mehfil sajti hai…
Woh jo humari Eid hua karte the,
Aaj sirf tasveero mein baste hai…
Eid aayegi, chand bhi niklega

Magar jo roshni tumse thi,
Uska ujala ab kahi kho chuka hai..
Mohabbat ke diye jo jalaye the humne,
Waqt ki aandhiyo ne bujha diye hai...
Kabhi jo saath baitha karte the,
Aaj sirf tasveere dilaasa diye hai

Na woh hasi rahi, na woh baate,
Sirf yaadon ki parchhaiyaa saathi bani hai...
Eid ka chand toh roz chamkega,
Magar dil ka andhera ab mita
nahi hai~

Last edited: