TheYatogami
Newbie
Toot ke hum bikharne lagge.
Woh bhi kya waqt tha, Zamana humare piche thi....
Jab koi dil mei bass ti thi, jab duniya humse jalti thi.
Unki ek jhalak ko hum, apni jaan nichawar karte thei.
Sooni lagti thi quaynaat tabb, hum baadal-o pe chalte thei.
Jab koi dil mei bass ti thi, duniya humse
jalte thei.
Firr aya mausam judai ka, hawah chali anjaani,
Roothi woh, toote hum, bikhri zindagani.
Do labzo ki yeh kahaani, begaani begaani si jaawani, (suno) humari zubaani.
Fanah huye hum, bewajood lagge zamana,
Kya se kya ho gya, na jaane yeh deewana.
Toot-ke bikhar-ke hum, iss muquaam pe aayein,
Uss humsafar ki raah mei, nazrein aas bichaiye.
...........

Last edited: