Kayi baar aisa hota hai na
Ki hum koi sapna dekhte haih
Par duniya humein ye mehsoos karati hai
Ki humein wo sapna nahin dekhna chahiye
Duniya ki baaton mein aake
Hum qatl karna seekh jaate hain
Aur maar dete hain apne sapno ko Badi asaani se
Par yun hi chalta raha na
Toh ek din aisa aayega
Jab sab khatm ho jaega!
Kyunki jab bhi koi insaan
kisi khwaab ko maarta hai
Tab wo insaan Apne aap ko maarta hai
Apne sapno ko maarne ka gunaah mat karo
Humare sapne nahin bachenge
Toh hum kahan jaaenge?
Ki hum koi sapna dekhte haih
Par duniya humein ye mehsoos karati hai
Ki humein wo sapna nahin dekhna chahiye
Duniya ki baaton mein aake
Hum qatl karna seekh jaate hain
Aur maar dete hain apne sapno ko Badi asaani se
Par yun hi chalta raha na
Toh ek din aisa aayega
Jab sab khatm ho jaega!
Kyunki jab bhi koi insaan
kisi khwaab ko maarta hai
Tab wo insaan Apne aap ko maarta hai
Apne sapno ko maarne ka gunaah mat karo
Humare sapne nahin bachenge
Toh hum kahan jaaenge?