Har koi tanha hai yahaan
Sukoon se dur tanhaai mai bhatak raha hai
Aur uljhano mai ulajh raha hai....
Chalo thoda Sukoon ke ak keemati Safar ki shuruwat krte hai....
Kisi ko akelapan suhata hai, to kisi ko kisi ka saath sukoon mehsus krwata hai
Talaash to har shaksh ko sukoon ki hai, par afsos ki sukoon kha aata hai
Kabhi akele waqt bitaya kro...
Shaam Sooraj dhalne se pehle wo halki si dhoop mai
Uss Hari ghaas par nange paanv tahal jaaya karo
Kucch Waqt ke liye thoda saa thehar jaaya karo...
Ussi thandi hawa ko apne reshmi baalon mai uljhaya karo
Har baat dil par lgana jruri nahi hai, thodi si muskaan apne surkkh honthon par sjaaya karo
Man ko kabhi khaali rakha karo
Bas yunhi thoda waqt khud ke saath bitaya karo
Uss waqt khud ko tanhaai mai bhi tanha nahi paaoge
Iss tarah tum khud ko pura samajh paaoge
Kabhi bina manzil ke bhi safar par nikal jaya karo
Kaam to thoda alag rakh chutti par nikal jaya karo
Kabhi bina matlab ke kucch ristey nibhaya karo
Kucch rishtey bina umeed ke banaya karo
Aage picche ka sochna band karo "anchal"
Apne aaj mai jeeyo...
Bandhan aur pabandiyon ko rishton se thoda kam karo
Khud ko bhi azaad karo aur unhe bhi azaad karo
Baat sukoon ki hai naa to... Jazbaaton ko thoda kam karo
Mana mushkil hai par ak kosis to banti hai
Ak din to sab chutt jana hai kabtak pakad kar rkhoge
Isliye har lamhe ko khushi se jeeyo..
Jyada uljhana band karo, khud ko wahan rkho jahan sukoon mile...!!!