• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Shackles of past

Absolutely. Time itself doesn’t do the healing—we do. We adapt, we grow, and we learn to carry our grief differently. It doesn’t vanish, but we become stronger, finding ways to live with it without letting it consume us.
Ahmad Faraz farmate hain na;

Kitna aasan tha tere hijr mai marna jaana
Phr b ik umr lgi jaan se jaate jaate....

Same happens with every other pain that may haunt us deeply, takes a bit of our soul daily, makes us numb but doesn't kill us at once....
 
Bilkul sahi kaha tumne… kuch dukh ek pal mein khatam nahi hote, balki dheere-dheere rooh ka hissa ban jaate hain. Ahmad Faraz ki ye lines wahi gehra dukh bayaan karti hain jo ek saans-saans marne wale insaan ko mehsoos hota hai.

Zindagi kabhi-kabhi aise gham deti hai jo ek hi baar jaan nahi lete, balki har din thoda-thoda chura lete hain. Lekin yahi dukh ek din hume itna mazboot bana dete hain ki hum usse jeet jate hain… ya shayad sirf jeena seekh lete hain, uske saath.

Tumhari baat ne ek alag hi soch de di… tumhe bhi kabhi kisi gham ne aise hi dheere-dheere badla hai?
 
Nahi hazrat, filhal k liye aisa koi gham nhi jo hamai badal de....
:Cwl:
 
Nahi hazrat, filhal k liye aisa koi gham nhi jo hamai badal de....
:Cwl:
Wah mohtarma, ye toh acchi baat hai! Zindagi agar apni rawani mein hai, toh bas is sukoon ko mehsoos kijiye. Lekin agar kabhi koi gham dastak de bhi de, toh aap jaante hain—har musibat ke baad asani hoti hai. Aap apne lafzon mein bhi itni gehraai rakhte hain, lagta hai dukh bhi aapse izzat se pesh aata hoga!

"Indeed after every hardship comes ease."

Hahahahaha, you made me laugh like anything.
Haan na, gham bhi sochta hoga "mohtarma, is bande ka kya karoon? Yeh toh mujhe bhi shayari mein daal ke mazak uda dega!"

Khair, haste raho, muskurate raho! Kyunki jo jeevan ko halka le leta hai, jeevan bhi usko araam se jeene deta hai.
 
Rookha hu mai, jagh se roothta hu mai
Murjhaya huwa ik phool hu jaise

Khizaan ka koi zard patta hu mai
Paawu talai roonda gaya hu aese

Suraj mai chupi wo aag hu mai
Raatu mai khud ko jalaya hu aese

Chaand mai chupa kaala daag hu mai
Ujale mai jo kabi dikh hi ja paaye

Zindagi ka tanha khawab hu mai
Mukamal jisse karne ka khawb ho jaise

Sookha pada ik banjar hu mai
Barsu se jisse barish ki aas ho jaise

Labon pe basii muskurahat tou nhi mai
Aankhu mai chupa wo qatra hu jaise

Duniya ki nazar mai zinda hu mai
Jism mai ruh, magar baqa nahi ho jaise

Khawbu se aese bichda hu mai
Maazi mai khud ko khoya hu jaise

If you want to comment below this thread kindly don't write in hindi, I cannot read hindi.
Nice one...
 
So beautiful babe I read this at least three times I love it ...
 
Bahut badhiya..! This text ( Essence of this poem ) is relevant to anyone experiencing similar circumstances in their life. from my perspective, if someone's situation resonates with the message of this poem, I would offer this advice - cherish every moment of your life and don't dwell on regrets..!! Instead, focus on learning and self improvement... our mindset and outlook can guide us towards achieving our desired goals.. Btw, everyone already knows about themselves and what actions to take. However, I still want to share my opinion on this particular topic lol...!!

" A beautiful poem resonates with many because most of us at some point - experiences this phase in life. "
 
Ahmad Faraz farmate hain na;

Kitna aasan tha tere hijr mai marna jaana
Phr b ik umr lgi jaan se jaate jaate....

Same happens with every other pain that may haunt us deeply, takes a bit of our soul daily, makes us numb but doesn't kill us at once....
हिज्र बख़्शा कभी विसाल दिया
इश्क़ ने जो दिया कमाल दिया
 
Bahut badhiya..! This text ( Essence of this poem ) is relevant to anyone experiencing similar circumstances in their life. from my perspective, if someone's situation resonates with the message of this poem, I would offer this advice - cherish every moment of your life and don't dwell on regrets..!! Instead, focus on learning and self improvement... our mindset and outlook can guide us towards achieving our desired goals.. Btw, everyone already knows about themselves and what actions to take. However, I still want to share my opinion on this particular topic lol...!!

" A beautiful poem resonates with many because most of us at some point - experiences this phase in life. "
So true...

"Just go with the flow" and work hard then see where life takes you...
 
Top