Rookha hu mai, jagh se roothta hu mai
Murjhaya huwa ik phool hu jaise
Khizaan ka koi zard patta hu mai
Paawu talai roonda gaya hu aese
Suraj mai chupi wo aag hu mai
Raatu mai khud ko jalaya hu aese
Chaand mai chupa kaala daag hu mai
Ujale mai jo kabi dikh hi ja paaye
Zindagi ka tanha khawab hu mai
Mukamal jisse karne ka khawb ho jaise
Sookha pada ik banjar hu mai
Barsu se jisse barish ki aas ho jaise
Labon pe basii muskurahat tou nhi mai
Aankhu mai chupa wo qatra hu jaise
Duniya ki nazar mai zinda hu mai
Jism mai ruh, magar baqa nahi ho jaise
Khawbu se aese bichda hu mai
Maazi mai khud ko khoya hu jaise
If you want to comment below this thread kindly don't write in hindi, I cannot read hindi.
Murjhaya huwa ik phool hu jaise
Khizaan ka koi zard patta hu mai
Paawu talai roonda gaya hu aese
Suraj mai chupi wo aag hu mai
Raatu mai khud ko jalaya hu aese
Chaand mai chupa kaala daag hu mai
Ujale mai jo kabi dikh hi ja paaye
Zindagi ka tanha khawab hu mai
Mukamal jisse karne ka khawb ho jaise
Sookha pada ik banjar hu mai
Barsu se jisse barish ki aas ho jaise
Labon pe basii muskurahat tou nhi mai
Aankhu mai chupa wo qatra hu jaise
Duniya ki nazar mai zinda hu mai
Jism mai ruh, magar baqa nahi ho jaise
Khawbu se aese bichda hu mai
Maazi mai khud ko khoya hu jaise
If you want to comment below this thread kindly don't write in hindi, I cannot read hindi.