Kya sach bolna galat hai ??
Agar sach bolna sahi hai to bolne ke bad uska anjaam kyu sahi nahi hota,,
Agar sach bolna bhi ek daring hai ,, to sunke digest karna b ek kala hai ,, sach to ye hai ke Haqeeqat jan ne ke bad logo ka dekhne ka nazariya badal jata hai ,, soch badal jati hai ,, sach to ye hai ke ek sach ya to zindagi badal deta hai aur khushiyan bhar deta hai ,, ya tabah kar deta hai aur zindagi bhar gum de jata hai ..... To kya sach bolna galat hai ???