Ek din uske ishq ka yun asar ho gaya,Gonna call that Favourite person my "HOME"
Jo ishq rooh tak na pahunche, woh sirf ek dastaan hai...!!
In one word ( kohinur)
Treasure......
My sister comfort
Mum one word everything
Late wife bliss
Sukoon wahi hai jahan uskaa ehsaas hoMy sakoon (peace)![]()
❦.Qaynaat❦.
Puri qyanat hai is ek lafz me.Isse Chhota koi lafz nhi...
Iss lafz se bada koi nhi![]()
Sahi kaha hahaSukoon wahi hai jahan uskaa ehsaas ho![]()
Aadatein jaisi hai woh meri,Aadate jaisi hai woh meri...
Aadate kese bhulu bhala![]()
Hello and good evening mohtarma. Is this post about describing the favorite person at zozo or in real life ?Define your pasandida Shaqs (fvrt person) in one wordView attachment 301104
A favorite person is always just one in life, whether virtual or real....Hello and good evening mohtarma. Is this post about describing the favorite person at zozo or in real life ?![]()
Hello and good evening mohtarma . I that case it's my daughter always and forever .A favorite person is always just one in life, whether virtual or real....
the one closest to ur heart![]()
LoveHello and good evening mohtarma . I that case it's my daughter always and forever .
(◍•ᴗ•◍)❤Aadatein jaisi hai woh meri,
Uske bina adhura lagta hai jahan saara…
Har subah ki pehli soch, har raat ka aakhri khayal,
Jaise saanson ka rishta ho hawa se gehra saara.
Kaho toh kaise bhoolu main use,
Jo har pal mein basa hai kahin…
Zuban pe naam nahi, par dil ke har sur ka geet wahi.
Aankhon mein neend nahi, par khwab sirf usi ke base hain.
Agar bhoolna tha, toh shayad mohabbat kam ki hoti,
Par yeh toh aadat hai, jo har pal dhadkanon mein boli.
Jaise chai mein mithaas, jaise baarish mein khushbu,
Waisi hi aadat ban gaya hai woh—mitti ki tarah rooh mein ghuli.
Mohabbat aur aadatein, dono ek jaisi hoti hain—chhodna chaho bhi toh chhod nahi sakte. Tumhari ek line ne kitni gehraai la di... kya tumhari likhi huyi hai?
Always a father is daughter's first heroHello and good evening mohtarma . I that case it's my daughter always and forever .
Qaynaat... "Qaynaat" h meri!!Define your pasandida Shaqs (fvrt person) in one wordView attachment 301104
Treasure......