• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Life....,❤️

Hamare Jine Ka ek Alag
Andaz He
Ek Aankh Me Ansu To Dusri
Me Khwab H
Tute Hue Khwabo Pe Ashq
Baha Lete He
Dusri Ankh Me
Fir Khwab
Saja Lete He... .View attachment 313089
Wah… kya khoobsurat andaaz hai jeene ka,
Dard bhi apna hai, aur umeed bhi apni.

"Hamare jine ka ek alag andaz he,
Ek aankh me aansu to dusri me khwab h.
Tute hue khwabo pe ashq baha lete he,
Dusri aankh me fir khwab saja lete he..."

Yeh toh wahi log kar sakte hain,
jo toot kar bhi bikharte nahi,
balke aur zyada chamak jaate hain.
Tum unhi mein se ho khaas, gehre aur jazbaati.
 
Are aisi koi baat nhi hai ..
 
Are aisi koi baat nhi hai ..
Achha, chalo phir dil halka hua thoda likh ke
Kabhi kabhi bas ehsaas bhi kaafi hote hain,
Zaroori nahi har lafz kisi haqiqat pe ho.

Aur waise bhi,
jo likhne wale hote hain na,
woh dard bana ke nahi,
ehsaas samajh ke likhte hain.
Aur tumhare lafzon mein wo ehsaas poori tarah se jhalak raha tha.
 
Oh tx..
 
Hamare Jine Ka ek Alag
Andaz He
Ek Aankh Me Ansu To Dusri
Me Khwab H
Tute Hue Khwabo Pe Ashq
Baha Lete He
Dusri Ankh Me
Fir Khwab
Saja Lete He... .View attachment 313089
आपका जज़्बा क़ाबिले-तारीफ़ है,
टूटकर भी मुस्कुराना न हर किसी के बस की बात !
एक आँख में आँसू और दूसरी में ख़्वाब रखना,

यही तो है ज़िंदगी जीने का सबसे ख़ूबसूरत अंदाज़ !!
 
आपका जज़्बा क़ाबिले-तारीफ़ है,
टूटकर भी मुस्कुराना न हर किसी के बस की बात !
एक आँख में आँसू और दूसरी में ख़्वाब रखना,

यही तो है ज़िंदगी जीने का सबसे ख़ूबसूरत अंदाज़ !!
Yes dear
 
Hamare Jine Ka ek Alag
Andaz He
Ek Aankh Me Ansu To Dusri
Me Khwab H
Tute Hue Khwabo Pe Ashq
Baha Lete He
Dusri Ankh Me
Fir Khwab
Saja Lete He... .View attachment 313089
Nice...

Zindagi hai, ulajhti rahegi...
Hum bhi dhith (ढीठ) hain
Sanwar hi lenge...:cool1:
 
Top