Jab wo gaya, sab kuch chhut gaya, Meri pasand, meri muskurahat, sab kho gaya. Maa ne pehli baar poocha-"Kya hua?" Par main toh khud hi khud se khafa ho gaya.
Woh nahi, toh mohabbat bhi nahi, Meri duniya mein ab roshni bhi nahi. Uske bina sab bekaar sa lagta hai, Meri saanson ka bojh bhi ab bhari lagta hai.
Jo khaana kabhi khushi se khaya tha, Aaj woh samne rakha bhi to aansuon se bhara tha. Jo pal kabhi sukoon dete the, Aaj woh hi zehar lagne lage the.
Zinda hoon, par sirf naam ke liye, Dil dhadakta hai, bas ek kaam ke liye. Bas ek aur dukh, ek aur gehri chot, Aur phir shayad yeh kahani bhi khatam ho.
Lekin shayad ek din, kahin, koi raah mil jaaye, Koi wajah ho jeene ki, jo dil ko fir se sulag jaaye. Ho sakta hai dukh kabhi kam na ho, Par shayad tere aane se fir jeena sikhne kaman ho...!!