• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Har jagha har pal bas buri hi buri najar

krishti

Epic Legend
Senior's
Posting Freak
Pyar me BHI buri najar
dular me BHI buri najar

Kahi khusi se jhum uthi to
us ki Payal ki
Jhankar me BHI buri najar

Parwaris to sab ki ek hi thi
najane kyu ladki ki he Dekhi jaati hai
Sanskar me BHI buri najar

Khamos raho to sawal, Bolo to
bawal ladki ki kisi baat ki
Inkar me BHI buri najar

Ghar me mandir me raste me
Basi basaai ladki ke
Sansar me BHI buri najar

Pehnawo me srigar me
Apni Pasand ki pehni hui
Haar me BHI buri najar

Kidhar he safe ladki
Har jagha har mahol me
uski aawj me labajo me
chal me , uski taal me
Har sawalo me jawabo me
Uski khusi me ,aanshu me
Sahansilta me , khamosi me
Tadapti huye nikalti hui uski
Chitkar me BHI buri naj
Har jagha har pal bas buri hi buri najar
 
Last edited:
Pyar me BHI buri najar
dular me BHI buri najar

Kahi khusi se jhum uthi to
us ki Payal ki
Jhankar me BHI buri najar

Parwaris to sab ki ek hi thi
najane kyu ladki ki he Dekhi jaati hai
Sanskar me BHI buri najar

Khamos raho to sawal, Bolo to
bawal ladki ki kisi baat ki
Inkar me BHI buri najar

Ghar me mandir me raste me
Basi basaai ladki ke
Sansar me BHI buri najar

Pehnawo me srigar me
Apni Pasand ki pehni hui
Haar me BHI buri najar

Kidhar he safe ladki
Har jagha har mahol me
uski aawj me labajo me
chal me , uski taal me
Har sawalo me jawabo me
Uski khusi me ,aanshu me
Sahansilta me , khamosi me
Tadapti huye nikalti hui uski
Chitkar me BHI buri naj
Har jagha har pal bas buri hi buri najar
Bahut khub :clapping:

Chalo mana tumhari in sari baaton ko
Hai kuch buri Nazar..
Aur jo pahchan lo in nazro ko to dur ho lo inse...
Ladne ko bhi bol sakta tha tumhe Khud ke liye..
lekin agr pta hai samne kichad hai to pathhar marna hi kyon...
Daag to khud ke hi Daman me lgenge...

lekin, sabhi bure ho aisa bhi to nhi hai..
kamal, kichad me hi khilta hai
Hira, koyle ke bich me tap ke niklta hai..
Nazro ka hi to Khel hai sb...
waqt to do thoda, samay pr sb bdlta hai...
 
Pyar me BHI buri najar
dular me BHI buri najar

Kahi khusi se jhum uthi to
us ki Payal ki
Jhankar me BHI buri najar

Parwaris to sab ki ek hi thi
najane kyu ladki ki he Dekhi jaati hai
Sanskar me BHI buri najar

Khamos raho to sawal, Bolo to
bawal ladki ki kisi baat ki
Inkar me BHI buri najar

Ghar me mandir me raste me
Basi basaai ladki ke
Sansar me BHI buri najar

Pehnawo me srigar me
Apni Pasand ki pehni hui
Haar me BHI buri najar

Kidhar he safe ladki
Har jagha har mahol me
uski aawj me labajo me
chal me , uski taal me
Har sawalo me jawabo me
Uski khusi me ,aanshu me
Sahansilta me , khamosi me
Tadapti huye nikalti hui uski
Chitkar me BHI buri naj
Har jagha har pal bas buri hi buri najar
Badhiya hai
 
Pyar me BHI buri najar
dular me BHI buri najar

Kahi khusi se jhum uthi to
us ki Payal ki
Jhankar me BHI buri najar

Parwaris to sab ki ek hi thi
najane kyu ladki ki he Dekhi jaati hai
Sanskar me BHI buri najar

Khamos raho to sawal, Bolo to
bawal ladki ki kisi baat ki
Inkar me BHI buri najar

Ghar me mandir me raste me
Basi basaai ladki ke
Sansar me BHI buri najar

Pehnawo me srigar me
Apni Pasand ki pehni hui
Haar me BHI buri najar

Kidhar he safe ladki
Har jagha har mahol me
uski aawj me labajo me
chal me , uski taal me
Har sawalo me jawabo me
Uski khusi me ,aanshu me
Sahansilta me , khamosi me
Tadapti huye nikalti hui uski
Chitkar me BHI buri naj
Har jagha har pal bas buri hi buri najar
Haan umar ke sath sath ladkiyan buri ho jaati hai.. :Cwl:
 
Bahut khub :clapping:

Chalo mana tumhari in sari baaton ko
Hai kuch buri Nazar..
Aur jo pahchan lo in nazro ko to dur ho lo inse...
Ladne ko bhi bol sakta tha tumhe Khud ke liye..
lekin agr pta hai samne kichad hai to pathhar marna hi kyon...
Daag to khud ke hi Daman me lgenge...

lekin, sabhi bure ho aisa bhi to nhi hai..
kamal, kichad me hi khilta hai
Hira, koyle ke bich me tap ke niklta hai..
Nazro ka hi to Khel hai sb...
waqt to do thoda, samay pr sb bdlta hai..
Daag dill me liye pherte huye log
Apni Chehre ki safai dikhate hai

Karib se dekh liya jaaye to jada darl og
Jhoothe riste jhiuth ki buniyad pe tikate he

Insaaf ki duwai dene wale kathgare me le Jake
Apne hi haato se sare saboot ko mitate hai

Log itne develop hogaye he Jana. ki murder ki
Haath se hi Societe ki note likhaate he
Hehehehe ( news ka asar )
 
Daag dill me liye pherte huye log
Apni Chehre ki safai dikhate hai

Karib se dekh liya jaaye to jada darl og
Jhoothe riste jhiuth ki buniyad pe tikate he

Insaaf ki duwai dene wale kathgare me le Jake
Apne hi haato se sare saboot ko mitate hai

Log itne develop hogaye he Jana. ki murder ki
Haath se hi Societe ki note likhaate he
Hehehehe ( news ka asar )
Dil ke daag to dekh li
Dil ke dard ko bhi samjho...
Rishte jhuthe kbhi nhi hote
Bs log jhuthe hote hain..
Aur insaaf ki duhai kamzor dete hain
Takatwar insaf ke liye ladte hain...
Be sensible n fighter....
 
Top