• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Ghum-e-Aashiqi

Lion_Hearted

Epic Legend
Senior's
Chat Pro User
Kabhi ruk gaye kabhi chal diye
Kabhi chalte chalte bhatak gaye

Yunhi Umar saari guzaar di
Yunhi zindagi ke sitam sahe

Kabhi nind Main kabhi hosh mein
Tu jahan mila tujhe dekh kar

Na Nazar mili na zuban hilii
Yunhi sar jhuka ke guzar Gaye

Kabhi zulf par kabhi chashma par
Kabhi tere haseen wajood par

Jo pasand thay mere kitab main
Woh Sher saray bikhar gaye

Mujhe yaad hai kabhi ek the
Magar Aaj hum Hain juda juda

Woh juda hue to sanwar gaye
Hum juda huhe to bikhar gaye

Kabhi arsh par kabhi farsh par
Kabhi unke dar kabhi dar badar

Ghum-e-aashiqi tera shukriya
Hum kahan kahan se guzra gaye..!!!
 
Last edited:
Kabhi ruk gaye kabhi chal diye
Kabhi chalte chalte bhatak gaye

Yunhi Umar saari guzaar di
Yunhi zindagi ke sitam sahe

Kabhi nind Main kabhi hosh mein
Tu jahan mila tujhe dekh kar

Na Nazar mili na zuban hilii
Yunhi sar jhuka ke guzar Gaye

Kabhi zulf par kabhi chashma par
Kabhi tere haseen wajood par

Jo pasand thay mere kitab main
Woh Sher saray bikhar gaye

Mujhe yaad hai kabhi ek the
Magar Aaj hum Hain juda juda

Woh juda hue to sanwar gaye
Hum juda huhe to bikhar gaye

Kabhi arsh par kabhi farsh par
Kabhi unke dar kabhi dar badar

Ghum-e-aashiqi tera shukriya
Hum kahan kahan se guzra gaye..!!!
Wah wah
 
आईने आंख में चुभते थे बिस्तर से बदन कतराता था
एक याद बसर करती थी मुझे मै सांस नहीं ले पाता था

एक शख्स के हाथ में था सब कुछ मेरा खिलना भी मुरझाना भी
रोता था तो रात उजड़ जाती हंसता था तो दिन बन जाता था

मै रब से राब्ते में रहता मुमकिन है की उस से राब्ता हो
मुझे हाथ उठाना पड़ते थे तब जाकर वो फोन उठाता था

मुझे आज भी याद है बचपन में कभी उस पर नजर अगर पड़ती
मेरे बस्ते से फूल बरसते थे मेरी तख्ती पे दिल बन जाता था

हम एक ज़िंदान में जिंदा थे हम एक जंजीर में बढ़े हुए
एक दूसरे को देख कर हम कभी हंसते थे तो रोना आता था

वो जिस्म नजरअंदाज नहीं हो पाता था इन आंखों से
मुजरिम ठहराता था अपना कहने को तो घर ठहराता था
 
Top