Haqeeqat se pare, woh aasmano se aaya tha khwaish hi mange thi aisi dilne, bhari mehefil me khamoshi ko bulaya tha...
Andhero me saari, vo eklauti roshani laya tha Chhord puri qaynaat apni, vo bas mera haath thamne aaya tha
Nikal padi thi mai bhi, wajood-a-ishq ka khwab jo chaha tha kambakht hume kya pata tha woh hamare liye hakikat -a-mohabaat ki kitaab le aaya tha
Nadaan unn nazro ko kabhi, inn dhadkano ne akela na chhorda tha bas hone ke ehasaas se tumhare, maine har rukh ko moda tha
Hawaaye bhi abb judne lagi thi, uss tufaan se jo hum leke chale the roz uss ek raah se guzarte, jaha hum kisi roz mile the
Rooh ka ishtehaar nahi, yeh mehez sajedari ka hissa tha iss qaynaat se pare yeh, hamari mohabaat ka ek chhota sa kissa tha