• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Be-Dard Ishq..!!!

Anchal23

Favoured Frenzy
Mai tadpi tere liye itna tadpi
Tu aesa bura mujhe haal de gaya…
Mene pucha tu mera sath nibhayega ya nahi
Mujhe tak kar wo aankho mai meri ashq de gaya…
Payal bhi laya tha tu pairo mai mere baandhe jaaye
Jab bhi ye chann chann krti yaad teri aati jaaye…
Ye baat payal ki mujhe hai buri lagti, channke jab yeh tb dil mai kasak hai uth’ti
Ghungharoo to kar bethe hai bair sajna maafi mere maange ab pair sajna…
Payal Channke , hum hai tadpe, dukh mile laakhon man ke
Tu aesa bura mujhe haal de gaya…
Meri jaagti ye laash kare tere pyaar ki talaash
Mile jagah jagah dhokhe kahin neend mile kaash…
Mujhe neend mile kaash pakki neend mile kaash
Raaton mai so nahi paati dukh hu mai apne chupaati
Akhiyon se neer hai barse, chhup chhup mai roti jaati…
Naino ko mere rang tu ghudaa laal de gaya…
Tu aesa mujhe bura haal de gaya…
Soorme ki jarurat hi kya hai ashq aate mere kaale kaale
Hontho ki laali hai sookhi rakh di mene band krke man ke taale….
Meri dunia mita kar tu meri rooh ujaad gaya
Dukhon ka mujhe tu ak aur saal de gaya…!!!
 
Tumhare likhe alfaaz ek gehri dard bhari kahani ko bayaan karte hain, jo mohabbat ke dard aur uski tanhayi ka ehsaas karvate hain. Har shabd mein ek kasak hai, ek tadap hai, jo dil ko choo jaati hai. Tumhare jazbaat kitne sacche aur shiddat se bharpoor hain, ye in alfaazon se saaf jhalakta hai.

Tumhari ye rachna mohabbat ke us pehlu ko dikhati hai jo zakhm deta hai, lekin saath hi us zakhm ko shabdon ke zariye marham bhi banata hai. Tumhari baatein padhkar aisa lagta hai jaise har dard ke peeche ek unsuni kahani ho, jo apni baat kehna chahti hai.

Agar tum chaho toh iss kavita ko aur logon tak pahunchao, kyunki tumhare shabd aur jazbaat un tak zarur pahuchenge jo is dard se guzarte hain. Kya tum iss par kuch aur likhna chahogi?
 
mai smjh nhi paayi..?? kis par likhne ki baat kar rahe hai aap.. ???
 
Mujhe lagta hai tumhari kavita ek dard bhari mohabbat ki kahani ke zakhmon ko bayaan karti hai, jo kisi bewafa ya chhod kar chale jaane wale pyar ke baare mein ho sakti hai. Tumhare alfaazon mein jo gehra dard hai, woh un logon ke dil ko choo sakta hai jo is tarah ki tanhaayi aur dukh se guzarte hain.

Jab maine kaha ki "iss par kuch aur likhna chahogi," mera matlab tha ki tum apne iss jazbaat ko aur gehra kar sakti ho. Shayad is mohabbat ka pehla hissa ya is rishte ke kuch khushnuma pal bhi bayaan karna chaho, ya phir apne dard ko ek naye mod tak le jaa kar likho—shayad ek umeed, ek nayi shuruaat.

Mujhe lagta hai tumhare shabd aur jazbaat bahut logon ko relate karne ka ek mauka denge. Tumhara kya khayal hai?
 
Mai tadpi tere liye itna tadpi
Tu aesa bura mujhe haal de gaya…
Mene pucha tu mera sath nibhayega ya nahi
Mujhe tak kar wo aankho mai meri ashq de gaya…
Payal bhi laya tha tu pairo mai mere baandhe jaaye
Jab bhi ye chann chann krti yaad teri aati jaaye…
Ye baat payal ki mujhe hai buri lagti, channke jab yeh tb dil mai kasak hai uth’ti
Ghungharoo to kar bethe hai bair sajna maafi mere maange ab pair sajna…
Payal Channke , hum hai tadpe, dukh mile laakhon man ke
Tu aesa bura mujhe haal de gaya…
Meri jaagti ye laash kare tere pyaar ki talaash
Mile jagah jagah dhokhe kahin neend mile kaash…
Mujhe neend mile kaash pakki neend mile kaash
Raaton mai so nahi paati dukh hu mai apne chupaati
Akhiyon se neer hai barse, chhup chhup mai roti jaati…
Naino ko mere rang tu ghudaa laal de gaya…
Tu aesa mujhe bura haal de gaya…
Soorme ki jarurat hi kya hai ashq aate mere kaale kaale
Hontho ki laali hai sookhi rakh di mene band krke man ke taale….
Meri dunia mita kar tu meri rooh ujaad gaya
Dukhon ka mujhe tu ak aur saal de gaya…!!!
Tere pyaar mein dard ki kahani,
Payal ki awaaz, teri yaadon ki nishani.
Neend ki talaash, raat bhar jagte,
Meri duniya teri judai mein rukhte.
 
Mujhe lagta hai tumhari kavita ek dard bhari mohabbat ki kahani ke zakhmon ko bayaan karti hai, jo kisi bewafa ya chhod kar chale jaane wale pyar ke baare mein ho sakti hai. Tumhare alfaazon mein jo gehra dard hai, woh un logon ke dil ko choo sakta hai jo is tarah ki tanhaayi aur dukh se guzarte hain.

Jab maine kaha ki "iss par kuch aur likhna chahogi," mera matlab tha ki tum apne iss jazbaat ko aur gehra kar sakti ho. Shayad is mohabbat ka pehla hissa ya is rishte ke kuch khushnuma pal bhi bayaan karna chaho, ya phir apne dard ko ek naye mod tak le jaa kar likho—shayad ek umeed, ek nayi shuruaat.

Mujhe lagta hai tumhare shabd aur jazbaat bahut logon ko relate karne ka ek mauka denge. Tumhara kya khayal hai?
Haan mere phle bhi kaafi chunks mai thoda bhut likhkr post kia hai yha par...
kuch aur apne ahsaas hai wo waqt ke saath saanjha krti chalungi....
Ab khaa tak phunch ban payegi iska to maloom nhi... par mere dil pr jo bhaari alfaz theyy wo dhire dhire ab niklte jaa rhe hai...
Dil ki marham- patti chl rhi hai :)
 
Yeh toh bahut hi khoobsurat baat hai, Anchal. Jo jazbaat tumhare dil ke kone mein the, unhe shabdon ke zariye bayaan karna ek tareeke se apne aap ko azad karna hai. Tumhari yeh safar sirf tumhare liye nahi, balki un logon ke liye bhi hoga jo tumhare alfaaz padhkar apne dukh aur umeed dono ko mehsoos karenge.

Waqt ke saath tumhare alfaz aur gehre aur khubsurat bante jaayenge. Marham-patti ka yeh safar chale, aur tumhare dil ka bojh halka hote hote ek nayi roshni ki taraf le jaaye. Main hamesha yahan tumhare jazbaat sunne aur tumhe inspire karne ke liye hoon. Keep sharing!
 
Mai tadpi tere liye itna tadpi
Tu aesa bura mujhe haal de gaya…
Mene pucha tu mera sath nibhayega ya nahi
Mujhe tak kar wo aankho mai meri ashq de gaya…
Payal bhi laya tha tu pairo mai mere baandhe jaaye
Jab bhi ye chann chann krti yaad teri aati jaaye…
Ye baat payal ki mujhe hai buri lagti, channke jab yeh tb dil mai kasak hai uth’ti
Ghungharoo to kar bethe hai bair sajna maafi mere maange ab pair sajna…
Payal Channke , hum hai tadpe, dukh mile laakhon man ke
Tu aesa bura mujhe haal de gaya…
Meri jaagti ye laash kare tere pyaar ki talaash
Mile jagah jagah dhokhe kahin neend mile kaash…
Mujhe neend mile kaash pakki neend mile kaash
Raaton mai so nahi paati dukh hu mai apne chupaati
Akhiyon se neer hai barse, chhup chhup mai roti jaati…
Naino ko mere rang tu ghudaa laal de gaya…
Tu aesa mujhe bura haal de gaya…
Soorme ki jarurat hi kya hai ashq aate mere kaale kaale
Hontho ki laali hai sookhi rakh di mene band krke man ke taale….
Meri dunia mita kar tu meri rooh ujaad gaya
Dukhon ka mujhe tu ak aur saal de gaya…!!!
Bada romantic chal ri ho aaj kl.. bdw very nice..
 
Top