Meine kahi padha tha yaa kisi ne mujhe kaha tha yaad nahi.....
"Jab tak jaroori na ho jhoot nahi bolna"
Tab se shayad hi mein bina jaroori jhoot bola hoga(yeh mein khud se to jhoot nahi bol sakta) par lagta hai ki logo ko sach se jyada jhoot pasand hai aur jo ho raha hota hai usko dekhna phir usme kuch masala daalna phir kisi aur ko sunana, aur yeh masala bich ka jo hai yeh kai sare rishte todta hai.
Aur bhi kuch padha tha meine.....
"Kar is tarah kaid ki rihaah kar de,
kar is tarah rihaah ki kaid kar le"
Mujhe lagta hai hum jisse pyar (pyar yaani sirf GF/BF wala hi nahi mere khayal se Bharosa karna bhi ek tarah ka pyar hi hota hai)karte hai unhe Aazadi deni chahiye is tarah ki aazadi ki un par hume itna bharosa ho ki voh jo bhi kar rhe hai bhale dikhne me galat ho raha ho yaa koi keh raha ho ki yeh galat kar raha hai phir bhi hume bharosa hai ki insaan galat nahi ho sakta(kabhi aankho dekha kaano suna bhi galat ho sakta hai)
Mujhe nahi pata mein yeh sab kyu likh raha hu kya likh raha kis liye likh raha hu bas likh diya.......