Ameer aur garib, do mukhtalif duniyaon ke rang hain, lekin asli taqat insaan ki rooh mein hoti hai. Ameer wo nahi jo paisa rakhta hai, balki wo hai jo apni insaniyat aur imaan ko apne saath rakhta hai. Garib wo nahi jo paiso ki kami mein jeeta hai, balki wo hai jo apne jazbaat, dosti, aur sachchai se ameer hai.
Ameer ke paas duniya ki cheezein ho sakti hain, lekin garib ke paas ek aisi khushi hoti hai jo paison se nahi khareedi ja sakti. Duniya mein sab kuch hai, lekin asli daulat dil ki safai aur rooh ki khushhali hai.
"Ameer woh hai jiske paas dil ki dauwat hai, Garib woh hai jiska dil khali hai paiso se,
'na ki ameer woh hai jiska bank bhar pur hai, balki ameer woh hai jiska dil imaan se pur hai'