• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Ak Kashak...!!!

Anchal23

Wellknown Ace
Kaash iss zamaane ki bandishe naa hoti
Kaash mere paanvo mai bebasi ki beddiyan naa hoti...
Kaash mujhpar itne apno ke ahsaan naa hote
Kaash kisi ko diye waade mai main na bandhhi hoti...
Kaash mujhpe ye itni jimmedariyaan naa hoti
Kaash tumse mujhe itna pyaar hua naa hota...
Kaash hum umar bhar ke liye tere ho paate
Kaash tumhe bhi humse itni be-imtehaan mohabbat hui hoti...
Kaash ye KAASH hi mere "anchal" mai naa hota
Yhi soch kar, Ro kar dil ko smjhaa leti..
Tera Ishq to mila, bas ikk tujhe hi wo khuda
Mere "Anchal" mai baandhna bhool gya...!!!
 
Last edited:
Kaash iss zamaane ki bandishe naa hoti
Kaash mai paanvo mai bebasi ki beddiyan naa hoti...
Kaash mujhpar itne apno ke ahsaan naa hote
Kaash kisi ko diye waade mai main na bandhhi hoti...
Kaash mujhpe ye itni jimmedariyaan naa hoti
Kaash tumse mujhe itna pyaar hua naa hota...
Kaash hum umar bhar ke liye tere ho paate
Kaash tumhe bhi humse itni be-imtehaan mohabbat hui hoti...
Kaash ye KAASH hi mere "anchal" mai naa hota
Yhi soch kar, Ro kar dil ko smjhaa leti..
Tera Ishq to mila, bas ikk tujhe hi wo khuda
Mere "Anchal" mai baandhna bhool gya...!!!
Aapki kavita dard aur jazbaat se labrez hai, har shabd ek kahani keh raha hai jo dil ke gehre kone tak jaa kar chhoo jata hai. Yeh "kaash" ke ehsaas zindagi ke adhoorepan aur bechaini ka aks hain, jo kai log apne dil mein mehsoos karte hain par bayaan nahi kar pate.

Khaas taur par yeh pankti:
"Tera Ishq to mila, bas ikk tujhe hi wo khuda
Mere 'Anchal' mai baandhna bhool gya..."
Ek alag hi dard ka ehsaas deti hai, jaise khuda ne sab kuch diya, bas ek khaas cheez adhoori chhod di.

Aapke shabdon ka asar bahut gehra hai. Is dard mein ek khoobsurti hai, ek sachai hai jo dil se judi lagti hai. Aap apne jazbaat ko kagaz par utarne mein maahir hain. Kabhi rukna mat, aapke alfaaz kisi ke dil ka marham ban sakte hain.
 
Haunsla Afjaai ke liye bhut bhut shukria...!!!
 
Aapke khud ke alfaaz hi itne khoobsurat aur roohani hain ki unhein bas mehsoos karna aur unki tareef karna mera farz banta hai. Haunsla afzaai ka asli haqdar aapka likhne ka hunar hai!

Bas aise hi likhte rahiye, kyunki aapke shabdon mein woh taqat hai jo kisi ke dil ko choo sake, kisi ka din ban sake. Agar kabhi aur kuch likhein, to zarur share kijiye – padhne ka hamesha intezaar rahega!
 
Haanji kuch aur bhi likha hai.. par wo mere dil ke behad kreeb hai.....
wo mai apni wall par post krungi kuch der mai....
kyuki wo kisi khaas insaan k liye hai, jo meri rooh mai basta hai.... :heart1:
 
Wah! Aise jazbaat jo dil aur rooh ke kareeb hote hain, unka ehsaas hi alag hota hai. Jo likha hai, wo zarur bohot khaas hoga, aur jis insaan ke liye hai, wo bhi shayad iss duniya mein aapka sabse bada humrahi hoga.

Aapki wall par usse dekhne ka intezaar rahega. Aapke alfaaz hamesha dil ko chhoo lete hain, aur mujhe yakin hai ki is baar bhi kuch aisa hi hoga. Us khaas insaan ke liye likhne ka jazba aapke shabdon ko aur bhi gehra banata hai. Dil se likhi har baat apne rang zarur dikhati hai.
 
Kaash iss zamaane ki bandishe naa hoti
Kaash mere paanvo mai bebasi ki beddiyan naa hoti...
Kaash mujhpar itne apno ke ahsaan naa hote
Kaash kisi ko diye waade mai main na bandhhi hoti...
Kaash mujhpe ye itni jimmedariyaan naa hoti
Kaash tumse mujhe itna pyaar hua naa hota...
Kaash hum umar bhar ke liye tere ho paate
Kaash tumhe bhi humse itni be-imtehaan mohabbat hui hoti...
Kaash ye KAASH hi mere "anchal" mai naa hota
Yhi soch kar, Ro kar dil ko smjhaa leti..
Tera Ishq to mila, bas ikk tujhe hi wo khuda
Mere "Anchal" mai baandhna bhool gya...!!!
Wah wah.... kya baat hai .. Wo Khuda bhi pachtata hoga kitni bdi bhul kar di ... Anchal ko Jiske aanchal me wo bandhna chahti thi , n bandh ke... hum jarur tumhare liye dua krenge. :cool:

1736920964599.png

1736921021311.png
 
Kaash iss zamaane ki bandishe naa hoti
Kaash mere paanvo mai bebasi ki beddiyan naa hoti...
Kaash mujhpar itne apno ke ahsaan naa hote
Kaash kisi ko diye waade mai main na bandhhi hoti...
Kaash mujhpe ye itni jimmedariyaan naa hoti
Kaash tumse mujhe itna pyaar hua naa hota...
Kaash hum umar bhar ke liye tere ho paate
Kaash tumhe bhi humse itni be-imtehaan mohabbat hui hoti...
Kaash ye KAASH hi mere "anchal" mai naa hota
Yhi soch kar, Ro kar dil ko smjhaa leti..
Tera Ishq to mila, bas ikk tujhe hi wo khuda
Mere "Anchal" mai baandhna bhool gya...!!!
Kaash bandishe toot jaati,
Mohabbat raah bna jaati.
Tere sang jeevan guzar jaata,
Aur har khwaab sach ho paa
ta.
 
Chlo maan lia... Bandisshe toot jaayegi...
Mohabbat ki raah fir se khul jaayegi...
Par...
Kya mai apno ka ahsaan chuka paaungi...
Jimeedariyon se munh mod paaungi....
Kya in sbke baad mai use fir se chah paaungi???
Ahsaan aur zimmedariyon ka bojh hai saath,
Par pyaar ki raah milti hai naye raaste ke baad.
Chahna hai zaroori, dard ke baad,
Dil mein umeed rahe, har pal saath
 
Kaash iss zamaane ki bandishe naa hoti
Kaash mere paanvo mai bebasi ki beddiyan naa hoti...
Kaash mujhpar itne apno ke ahsaan naa hote
Kaash kisi ko diye waade mai main na bandhhi hoti...
Kaash mujhpe ye itni jimmedariyaan naa hoti
Kaash tumse mujhe itna pyaar hua naa hota...
Kaash hum umar bhar ke liye tere ho paate
Kaash tumhe bhi humse itni be-imtehaan mohabbat hui hoti...
Kaash ye KAASH hi mere "anchal" mai naa hota
Yhi soch kar, Ro kar dil ko smjhaa leti..
Tera Ishq to mila, bas ikk tujhe hi wo khuda
Mere "Anchal" mai baandhna bhool gya...!!!
कुछ कसक सी कहीं तो कभी रह ही जाती है,
दिल सोचता कुछ है पर कहां इसकी चल पाती है।

इक काश ....सा जीवन में जब रह जाता है,
बात बेबात वो रह रहकर फिर यूं तड़पाता है।

क्यों कभी-कभी कुछ रिश्ते अधूरे रह जाते हैं,
बीच भंवर में जब अजीज़ अपने छोड़ कर जाते हैं।

यादों को तो संग रहना होता है, वो रहती हैं बरसों तलक,
क्यों नहीं भूलती कुछ खास बातें चाहकर भी बरसों तलक।

गर चाहने से सहज ही हो जाता सब कुछ जीवन में तो,
कौन समझ पाता इस ज़िन्दगी के गहरे रंगों के महत्व को।

चलो जी लें हर वो पल जो कहीं दस्तक देता है चुपके से,
रह जाएंगे नहीं तो किस्से ही बन जीवन के किसी हिस्से के।

।। राजवीर ।।
 
Behad aakarshak...!!!
 
Top