• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

AAKHIR MUJHSE ISHQ KYU NAHI RAHA?❤️

Qaynaat

Shayri Queen of zozo(⁠◍⁠•⁠ᴗ⁠•⁠◍⁠)⁠❤
VIP
Senior's
Posting Freak
Galti hamari, haasil ho jaana hai...
Gir ke pyaar me uske, izzat khud ki gawaana hai...
Jo hasrat me hamari pal-pal marta raha,
Uski mohabbat humko raas kaha...
Jisse humko hui mohabbat,
Usko hamari mohabbat raas kaha...❣️
Yun toh bikne waalon me se main thi nahi,
Mujhe muft me mohabbat ke naam pe kharida gaya...❣️
Main chaand thi, mujhe khaak kiya...
Mujhe jaan kaha, mujhe raakh kiya...
Zakhm diye aur phir marham
bhi banne aaye,
Mohabbat ki kasam de kar
bewafaai nibhaaye...❣️
Mai aaj bhi wahi hoon,
woh aaj bhi wahi hai,
Bas mohabbat ab rakhne laayak nahi hai...
Dil ke tukde bikhre pade hain,
Magar haathon me koi lakeer nahi...
Uske naam ki mehndi lagayi thi kabhi,
Aaj woh rang bhi gehra nahi...❣️
Zindagi me khud se
bas ek hi sawaal raha...
Uss bewafa ko haasil hone par,

"Aakhir mujhse ishq kyu nahi raha...?"
1000178479.jpg
 
View attachment 302317
"Chaha tha jise, woh bas kahaani ban gaya,
Dil tha mera, par kisi aur ki nishaani ban gaya...
Khud ko sambhalne ki har koshish adhoori si thi,
Woh pal jo tha apna, aaj yaadon ki majboori si thi.

Kaha tha usne, ‘kabhi door na jaayenge,’
Aaj wahi saaye ban ke bhi paas na aaye...
Ashqon ki ye barsaat, dil se khelti rahi,
Uski khamoshi, meri har saans se uljhti rahi.

Woh door gaya toh saath le gaya meri har khushi,
Dil ke sheher me ab toh sirf udaasi hi bachi...
Jis raat usne khuda haafiz kaha,
Zindagi ne bhi khud se aankhein churali..."
 
My sympathy.:cool:

1740296541343.png
 
Mohabbat ka safar tha, anjaam nahi,
Woh apna kabhi tha, bas guroor hi sahi.

Jo khwab tha aankhon me, dhundhla gaya,
Mohabbat mili thi, par qayam na raha.

Zakhm diye the, phir dawa bhi wahi,
Dil ka sukoon tha, ab baaki nahi.

Teri mehndi ka rang jo gehra na raha,
Toh sochna zaroor—ishq wafa tha ya sauda?
 
Bahut khubsurat...
Par...

Agar wo samajh pata tere chahat ki intehaa...
To tum usse nhi, wo tumse mohabbat karta...

Khair...:smoking:
 
Bahut khubsurat...
Par...

Agar wo samajh pata tere chahat ki intehaa...
To tum usse nhi, wo tumse mohabbat karta...

Khair...:smoking:
Agar woh smjh paata meri chaahat ki gehrayi ko....
Toh shayad woh bhi mujhse wafaa karta..
Par abb yeh khyaal or khwab bs ek khubsurat yaad bn chuka hai❤️
 
Agar woh smjh paata meri chaahat ki gehrayi ko....
Toh shayad woh bhi mujhse wafaa karta..
Par abb yeh khyaal or khwab bs ek khubsurat yaad bn chuka hai❤️
Khubsurat yaadon ko smet lo
Ke dukh to bahutere hain duniya me...

Tabhi to kahte hain ki....

Ishq me sukoon kahan
Sirf bekaraari hi bekaraari hai..
Hisse me jo aaj tumhare hai
To kabhi honi uski bhi bari hai...
 
Khubsurat yaadon ko smet lo
Ke dukh to bahutere hain duniya me...

Tabhi to kahte hain ki....

Ishq me sukoon kahan
Sirf bekaraari hi bekaraari hai..
Hisse me jo aaj tumhare hai
To kabhi honi uski bhi bari hai...
Ishq ki raaho me bekaraari hi sahi,
Hisse me jo sukoon aaj uske hai...
wo shayad kal mere hisse me bhi honge❣️
 
Ishq ki raaho me bekaraari hi sahi,
Hisse me jo sukoon aaj uske hai...
wo shayad kal mere hisse me bhi honge❣️
Jarur honge aur aayenge wo sukoon ke pal
Ishq ki koi had nhi hoti, milna hi hai aaj nhi to kl... ❤️
 
Mohabbat ka safar tha, anjaam nahi,
Woh apna kabhi tha, bas guroor hi sahi.

Jo khwab tha aankhon me, dhundhla gaya,
Mohabbat mili thi, par qayam na raha.

Zakhm diye the, phir dawa bhi wahi,
Dil ka sukoon tha, ab baaki nahi.

Teri mehndi ka rang jo gehra na raha,
Toh sochna zaroor—ishq wafa tha ya sauda?
Sauda nhi tha, bs ek jazbaa tha...
Ishq tha, par wo zinda kahaaaa tha✨
 
Jarur honge aur aayenge wo sukoon ke pal
Ishq ki koi had nhi hoti, milna hi hai aaj nhi to kl... ❤️
Ishq ki hadd ki haqiqat bata ke,
Muqaddar me mere zakhmo ka jahaan basaa ke.....
Jo chhod gye hame yun rulaake...
Kyu chhod gye hmari aankho ko,
aansuo ka dariyaa banaa ke,
Kiya kya gunaah hmne,
sacchi mohabbat Farmaake...!!❣️
 
shaheer-sheikh-shaheer-as-sumit.gif
(Jst for fun, don't feel bad:timid:)
 
"Chaha tha jise, woh bas kahaani ban gaya,
Dil tha mera, par kisi aur ki nishaani ban gaya...
Khud ko sambhalne ki har koshish adhoori si thi,
Woh pal jo tha apna, aaj yaadon ki majboori si thi.

Kaha tha usne, ‘kabhi door na jaayenge,’
Aaj wahi saaye ban ke bhi paas na aaye...
Ashqon ki ye barsaat, dil se khelti rahi,
Uski khamoshi, meri har saans se uljhti rahi.

Woh door gaya toh saath le gaya meri har khushi,
Dil ke sheher me ab toh sirf udaasi hi bachi...
Jis raat usne khuda haafiz kaha,
Zindagi ne bhi khud se aankhein churali..."
Uski chahat se behtar toh uska diya hua dard tha,
Woh dil me dard, shiddat se mera hi tha.....
 
Uski chahat se behtar toh uska diya hua dard tha,
Woh dil me dard, shiddat se mera hi tha.....
Haq hai use tumko rulane ka bhi
Aakhir, kai baar usne hasanya bhi to hoga...
:map:
 
Uski chahat se behtar toh uska diya hua dard tha,
Woh dil me dard, shiddat se mera hi tha.....
"Woh dard jo usne diya, aaj bhi dil se juda nahi,
Har saans ke saath bas usi ka naam liya jaata hai kahi...
Chaha tha use itni shiddat se, ki khud se bhi door ho gaye,
Uske bina jeene ki sochi, par armaan sab choor ho gaye...

Har raat uski yaadon ka junoon sa chha jaata hai,
Dil ka har kone mein sirf uska hi chehra dikh jaata hai...
Mohabbat thi ya ek khel tha uske liye, kaun jaane,
Hamare liye toh bas zindagi ka aakhri faisla tha woh paimane...

Jism se nahi, par rooh se aaj bhi uska hi asar hai,
Zinda hoon main, par dil kahin us dard ke andar hai...

Uske diye dard ko bhi mohabbat samajh baithe,
Aur har ashq ko uski yaad ki daulatkeh baithe..."
 
Galti hamari, haasil ho jaana hai...
Gir ke pyaar me uske, izzat khud ki gawaana hai...
Jo hasrat me hamari pal-pal marta raha,
Uski mohabbat humko raas kaha...
Jisse humko hui mohabbat,
Usko hamari mohabbat raas kaha...❣️
Yun toh bikne waalon me se main thi nahi,
Mujhe muft me mohabbat ke naam pe kharida gaya...❣️
Main chaand thi, mujhe khaak kiya...
Mujhe jaan kaha, mujhe raakh kiya...
Zakhm diye aur phir marham
bhi banne aaye,
Mohabbat ki kasam de kar
bewafaai nibhaaye...❣️
Mai aaj bhi wahi hoon,
woh aaj bhi wahi hai,
Bas mohabbat ab rakhne laayak nahi hai...
Dil ke tukde bikhre pade hain,
Magar haathon me koi lakeer nahi...
Uske naam ki mehndi lagayi thi kabhi,
Aaj woh rang bhi gehra nahi...❣️
Zindagi me khud se
bas ek hi sawaal raha...
Uss bewafa ko haasil hone par,

"Aakhir mujhse ishq kyu nahi raha...?"
View attachment 302317
तुम्हें उस से मोहब्बत है तो हिम्मत क्यों नहीं करते
किसी दिन उस के दर पे रक्स-ए-वहशत क्यों नहीं करते

इलाज अपना कराते फिर रहे हो जाने किस किस से
मोहब्बत कर के देखो ना मोहब्बत क्यों नहीं करते

तुम्हारे दिल पे अपना नाम लिखा हम ने देखा है
हमारी चीज़ फिर हम को इनायत क्यों नहीं करते

मेरी दिल की तबाही की शिकायत पर कहा उस ने
तुम अपने घर की चीज़ों की हिफ़ाज़त क्यों नहीं करते

बदन बैठा है कब से कासा-ए-उम्मीद की सूरत
सो दे कर वस्ल की ख़ैरात रुख़्सत क्यूँ नहीं करते

क़यामत देखने के शौक़ में हम मर मिटे तुम पर
क़यामत करने वालो अब क़यामत क्यूँ नहीं करते

मैं अपने साथ जज़्बों की जमाअत ले के आया हूँ
जब इतने मुक़तदी हैं तो इमामत क्यूँ नहीं करते

तुम अपने होंठ आईने में देखो और फिर सोचो
कि हम सिर्फ़ एक बोसे पर कायनात क्यूँ नहीं करते

बहुत नाराज़ है वो और उसे हम से शिकायत है
कि इस नाराज़गी की भी शिकायत क्यूँ नहीं करते

कभी अल्लाह-मियाँ पूछेंगे तब उन को बताएँगे
किसी को क्यूँ बताएँ हम इबादत क्यूँ नहीं करते

मुरत्तब कर लिया है कुल्लियात-ए-ज़ख़्म अगर अपना
तो फिर 'एहसास-जी' इस की इशाअ'त क्यूँ नहीं करते
 
Galti hamari, haasil ho jaana hai...
Gir ke pyaar me uske, izzat khud ki gawaana hai...
Jo hasrat me hamari pal-pal marta raha,
Uski mohabbat humko raas kaha...
Jisse humko hui mohabbat,
Usko hamari mohabbat raas kaha...❣️
Yun toh bikne waalon me se main thi nahi,
Mujhe muft me mohabbat ke naam pe kharida gaya...❣️
Main chaand thi, mujhe khaak kiya...
Mujhe jaan kaha, mujhe raakh kiya...
Zakhm diye aur phir marham
bhi banne aaye,
Mohabbat ki kasam de kar
bewafaai nibhaaye...❣️
Mai aaj bhi wahi hoon,
woh aaj bhi wahi hai,
Bas mohabbat ab rakhne laayak nahi hai...
Dil ke tukde bikhre pade hain,
Magar haathon me koi lakeer nahi...
Uske naam ki mehndi lagayi thi kabhi,
Aaj woh rang bhi gehra nahi...❣️
Zindagi me khud se
bas ek hi sawaal raha...
Uss bewafa ko haasil hone par,

"Aakhir mujhse ishq kyu nahi raha...?"
View attachment 302317
:clapping:
 
Haq hai use tumko rulane ka bhi
Aakhir, kai baar usne hasanya bhi to hoga...
:map:
Haq tha usey rulane ka bhi,
Magar kya haq nahi tha saath nibhane ka bhi?...
Or chalo maan liya haq tha rulane ka bhi..
Par yeh haq nibhane ka hota toh zyada behtareen hota...❤️
 
Top