4
4ץöu
Guest
"❦ "
Pane jisko dil me mere aib thi..,
kahani sunati hu aise
Mere sath kiye gaye us fareb ki...,
Apno me akeli ik gair thi..,
Zindgi jab meri ye zeher thi..,
Dastaan he ye meri us bhul ki..,
Rashm e Ishq me milte he kante bhi..,
kisse kahaniyo me zikar kyun sirf ful ki..,
Kehta tha Rani hu me uske dil ki..,
par pero se lipti hui Mai dhul thi...,
Khuda par kaise lagati ilzaam..,
Hasil karna he use dil ko yahi ik dhun ti..,
Chahkar bhi nahi hota wo Mera..,
batein na karo mere ishq e junoon ki...,
Zism tha uska Ishq Mai jaani..,
Maine wafaye bazar me Dali apni ruh thi...,
Ankhe lagti thi use meri kabhi noor si..,
kaise uski na ho jati aey khuda ...,
Dil se apne ye kamli mazbur thi..,
khata meri he,
ye bewfai mujhe mili maine kabool li..,
Sath diya us bewfa ne apna...,
Jab tak usko mere is zism ki jaroor thi..
mujhe mere ishq ke usulo ne he mara..,
tune pa liya Jo tune chhaha yaara..,
Tu jitkar bhi aaj mujhko hai hara..
pyasi thi me pani ki, mera tha tu hi ik sahara..,
bhul baithi dariya he woh muhabbat ka..,
Jaha behta raha he hmesa pani khaara...☙