4
4ץöu
Guest
“Kho gaya hu tere khwabo mai..,
Charo aur andhera he mere..
Ik tu hi tu ankho ke mere nazaro Mai...,
Khushbu teri mehkati in fizao Mai...
Doori nahi manzoor tujh se
Aaja bharlu me tujhe meri bahon me
Jiti he ye rooh meri teri hi sanso se
Ye kadam chalne lage tere nishano pe..
Na jaane kab tum dehliz par fir mere aao ge
Dard ki na mere ab koi dawa..
Tere pyar ki na jane kaisi lagi ye hawa...,
Khuda meri tu wafai ka he gawah..,
Tu basta jaha waha base Mera zahaa...
Bin Tere suna sa lage mujhe sara shama...
Labo pr mere rehta sirf ik tera naam..
Khuda yuh hua mujh par mehrbaan
Tujh se subah, tujh sang dhalti meri sham
Ik tu hi mera khaas baki sab lagte mujhe aam
Kis rah agar tut jaye dil ye mera..
Maahi mere mujhe aakar lena thaam.
Rehna tu mera hmesa sath mere
kabhi gair banna nahi mere is dil ka tu mehmaan.

Last edited by a moderator: