• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ ‎ खता II خطا

4yöu

Wellknown Ace
Zindagi ji rahi hu hosh ka kuch pata nahi
Nazre hai dehleez par
Mayus hu karke me fir aaj khata wahi

Palke nahi sambhal pati in ashko ka bhar
Milega kaha woh raah mujhe bata sahi ?

Agar juda hi hona hai mujh se tumhe
To khwabon me akar mujhe sata nahi

Afshosh kar gaya jo zindagi me andhera
Ye raatein us shakhs ko hai apna jata rahi
ᥫ᭡.
1000084264.jpg

Last edited:
Zindagi ji rahi hu hosh ka pata nahi
Nazre hai dehleez par
Mayus hu karke me aaj fir khata wahi

Palke nahi sambhal pati ashko ka bhar
Milega kaha tu woh raah mujhe bata sahi ?

Agar juda hi hona hai mujh se tumhe
To khwabon me akar mujhe yuh sata nahi

Afshosh kar gaya jo zindagi me andhera
Ye raatein us shakhs ko apna jata rahi
ᥫ᭡.
View attachment 314349

Bahut khub....

Khwahish hai ki
Uska hath pakad kar
Ghum lu duniya sari,
Par sach ye hai ki
Bahut bandishon se
Ghira hai ishq mera...
 
Zindagi ji rahi hu hosh ka kuch pata nahi
Nazre hai dehleez par
Mayus hu karke me fir aaj khata wahi

Palke nahi sambhal pati ashko ka bhar
Milega kaha woh raah mujhe bata sahi ?

Agar juda hi hona hai mujh se tujhe
To khwabon me akar mujhe sata nahi

Afshosh kar gaya jo zindagi me andhera
Ye raatein us shakhs ko aaj apna jata rahi
ᥫ᭡.
View attachment 314349

Cool.:cool:
 
kya-baat-hai-raja-indravarma.gif
 
Tere bina jee toh rahi hu, par zinda nhi lagti,
Jise khona tha, usise sabse zyada mohabbat ki thi(⁠๑⁠˙⁠❥⁠˙⁠๑⁠)
Khwabo m aake kyun bechain karta hai tu?
Jaana tha agar, toh dil se khelna zaroori tha kya?
Abb to aansu bhi chupke nahi girte…
Mujhme jo zinda thi mai…

usse bhi khamosh kar gaya~
1000194983.jpg
 
View attachment 314612
Jise chaha tha dil se,
wahi sabse door ho gaya,
Ek lamha tha jo apna tha,
ab yaadon ka noor ho gaya.

Raaton mein aata hai kyun,
khwab ban kar woh chehra,
Jo chhod gaya tha mujhe,
bin kuch kahe, bin basera.

Aansu ab khud se bhi chhup kar behte hain,
Aur jazbaat bhi khamoshi mein reh gaye kehte hain.

Jo “main” kabhi muskuraati thi un lamhon mein,
Aaj woh hi main, khud se bhi anjaan si lagti hai…
 
Tere bina jee toh rahi hu, par zinda nhi lagti,
Jise khona tha, usise sabse zyada mohabbat ki thi(⁠๑⁠˙⁠❥⁠˙⁠๑⁠)
Khwabo m aake kyun bechain karta hai tu?
Jaana tha agar, toh dil se khelna zaroori tha kya?
Abb to aansu bhi chupke nahi girte…
Mujhme jo zinda thi mai…

usse bhi khamosh kar gaya~
View attachment 314612
Bhul ja aur nyi zindgi start kar, Zindgi jine ke liye hai. Aaansu poch de.:cool:
 
Zindagi ji rahi hu hosh ka kuch pata nahi
Nazre hai dehleez par
Mayus hu karke me fir aaj khata wahi

Palke nahi sambhal pati in ashko ka bhar
Milega kaha woh raah mujhe bata sahi ?

Agar juda hi hona hai mujh se tumhe
To khwabon me akar mujhe sata nahi

Afshosh kar gaya jo zindagi me andhera
Ye raatein us shakhs ko hai apna jata rahi
ᥫ᭡.
View attachment 314349

Brush kitni baar u shandar shyari likhkr dil jeettoge
 
Tere bina jee toh rahi hu, par zinda nhi lagti,
Jise khona tha, usise sabse zyada mohabbat ki thi(⁠๑⁠˙⁠❥⁠˙⁠๑⁠)
Khwabo m aake kyun bechain karta hai tu?
Jaana tha agar, toh dil se khelna zaroori tha kya?
Abb to aansu bhi chupke nahi girte…
Mujhme jo zinda thi mai…

usse bhi khamosh kar gaya~
View attachment 314612
Tere jaane ke baad, khud se juda ho gayi,
Muskaan thi kabhi jo, aaj bas yaad ho gayi.
Dil to ab bhi dhadakta hai, bas teri dhun mein,
Par mai kahaan hoon… khud ki hi khoj mein.
 
Zindagi ji rahi hu hosh ka kuch pata nahi
Nazre hai dehleez par
Mayus hu karke me fir aaj khata wahi

Palke nahi sambhal pati in ashko ka bhar
Milega kaha woh raah mujhe bata sahi ?

Agar juda hi hona hai mujh se tumhe
To khwabon me akar mujhe sata nahi

Afshosh kar gaya jo zindagi me andhera
Ye raatein us shakhs ko hai apna jata rahi
ᥫ᭡.
View attachment 314349

Tere alfaazon mein chhupa hai ek gum ka raaz,
Har misra jaise likha gaya ho kisi beqaraar saaz.
Par har khata mein chhupi hoti hai ek seekh nayi,
Ho sakta hai raaste abhi dhundhle ho, par manzil kahin gayi nahi.

Khwabon mein aake jo dil ko rulata hai baar-baar,
Wahi to tha kabhi jise chaha dil-o-jaan se har baar.
Chhod bhi de us afsane ko jo tha adhoora sahi,
Zindagi ke panne ab bhi likhne hai tere hi haathon se nayi
 
Gorgeous :heart1:
 
Top