Khamkha...,kyun
Sajaya tujhe duaon me khawab saa,
Jab mera tha tu musafir
Zindgi ka ye safar lazawab tha
Zikar hota tha jab sapno mai
Jab teri yaadon ki raat ka
Kho gayi hai manzil meri bhala
Kaun dikhayega mujhe ab raasta
Tujh bin suna hai chhand
Aaj mera taaro se bhara Aasma..,
Ik gair ke khaatir Ghalib
Apno ka ye pyaar bhi,
aaye is begairat dil ko raas na
Chhor jayega kisi raah tu
fir bhi chhahu tera hi hath thamna
Rishta kyu rakha tune mujhse
Sirf pyar ka ye Naam ka,
Dil todna aur jodna jab
Tere liye kam ye bewfa aam tha
Kinaare par jab basaya ho ghar
Hona hi tha ghalib tutne ka haadsa
Khamkha..,kyun
Sajaya tujhe duaon me khawab saa
✾ ✾ ✾
View attachment 305593