• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

आदत से परे प्रेम के लफ़्ज़

प्यार जरूरत है आदत नहीं,
दिल को समझाने की जरूरत है ये दुनिया को।
 
तेरी मोहब्बत की जरूरत है मुझे, बस तेरी ही जरूरत है,
तेरे बिना ये जिंदगी अधूरी है, तेरे साथ ही ये जिंदगी खुशी से भरी है।
 
शाम की रौनक में तेरी मौजूदगी की जरूरत है,
तेरे बिना ये दिल अधूरा, तेरे साथ ये जिंदगी बेशुमार है।
 
प्यार जरूरत है आदत नहीं,
दिल को समझाने की जरूरत है ये दुनिया को।
Duniya ke hisab se nai apni hisab se chalega wahi kamyabi hasil karega , prem ho ya kisi Kam me
 
Prem me agr swarth ki bhawna nhi aati logon me to Prem matra ki wajah se koi dukhi nhi hota is duniya me...
Jab tak prem ko prati sochna nai chorta insan dukhi hi hota he ,
Prem ek sagar he uska jab maapan dusre pe Karne Lage to dukh ki waja ban jati , prem he to he samne ko dekhe hi kyu usse ho ya nai , yahi to swarth dikh jata he prem me aur Rahi Baki wo sab lalach ya attraction itna samajh paaye to koi dukhi hota hi nai
 
Bahas nhi karna is mudde pe..
Sabke sochne ka alag tarika hai...
Koi pa ke bhi khush nhi to koi kho ke bhi khush hai...
 
Duniya ke hisab se nai apni hisab se chalega wahi kamyabi hasil karega , prem ho ya kisi Kam me
Duniya ko apne se alag samjhna "aadat=desire=selfishness" hai,
Duniya ko apna manna "jarurat=love=equality" hai.
 
Ye math me, main bahut weak hu , Kya karu Kya karu :nerdy::nerdy:
Hehe,Ishko common sense kehte hain ...
Common sense bole toh One sense.

Example :- Aap mujhse alag nahi hain ye ek fact hai<Fact=jarurat=as it is >
Aap mujhse alag hain ye ek illusion hai <illusion=aadat=differentiation>
 
Hehe,Ishko common sense kehte hain ...
Common sense bole toh One sense.
Ab wahi math samjhi , duniya me se ham he , par ye Jo soch he na me ye karungi to duniya Kya karega, aise Chali to duniya Kya bolega sahi galat ko jaan paso to duniya Kya karega aur sochega se Aage dadhna chaiye , ab duniya me ham he to Pyar to Hoga hi ek Duje me , ham bhawana se judh hi jate he chae ya na chaye
 
Top