Yeh tumne kaisa raabta rakha,
Na paas aaye, na faasla rakha..
Na koi shikwa, na koi gila,
Bas ek bechaini ka sila rakha...
Hum bhi chahte the saath chalna,
Par tumne modd pe manzar badal rakha....
Kahi mohabbat thi, toh kahi majburi,
Tumne bechain dil ka imtihaan rakha....
Mitti ki tarah bikhar...