Mat aao itna yaad mujhe tum,
dil ko nibhana aata hai, bhulana nahi...
Chahat, fikar, ehtiram, saadagi, aur wafa,
meri inhi aadato ne,
mera tamasha bana diya,
Ab toh na shauq, na tamanna,
na koi aarzu baaki hai,
abb toh bass zindagi guzar jaaye,
itna hi kaafi h....❣️
Ek din toh tum samjhoge...