Galti hamari, haasil ho jaana hai...
Gir ke pyaar me uske, izzat khud ki gawaana hai...
Jo hasrat me hamari pal-pal marta raha,
Uski mohabbat humko raas kaha...
Jisse humko hui mohabbat,
Usko hamari mohabbat raas kaha...
Yun toh bikne waalon me se main thi nahi,
Mujhe muft me mohabbat ke naam pe kharida gaya...
Main chaand thi, mujhe khaak kiya...
Mujhe jaan kaha, mujhe raakh kiya...
Zakhm diye aur phir marham
bhi banne aaye,
Mohabbat ki kasam de kar
bewafaai nibhaaye...
Mai aaj bhi wahi hoon,
woh aaj bhi wahi hai,
Bas mohabbat ab rakhne laayak nahi hai...
Dil ke tukde bikhre pade hain,
Magar haathon me koi lakeer nahi...
Uske naam ki mehndi lagayi thi kabhi,
Aaj woh rang bhi gehra nahi...
Zindagi me khud se
bas ek hi sawaal raha...
Uss bewafa ko haasil hone par,
"Aakhir mujhse ishq kyu nahi raha...?"
Gir ke pyaar me uske, izzat khud ki gawaana hai...
Jo hasrat me hamari pal-pal marta raha,
Uski mohabbat humko raas kaha...
Jisse humko hui mohabbat,
Usko hamari mohabbat raas kaha...

Yun toh bikne waalon me se main thi nahi,
Mujhe muft me mohabbat ke naam pe kharida gaya...

Main chaand thi, mujhe khaak kiya...
Mujhe jaan kaha, mujhe raakh kiya...
Zakhm diye aur phir marham
bhi banne aaye,
Mohabbat ki kasam de kar
bewafaai nibhaaye...

Mai aaj bhi wahi hoon,
woh aaj bhi wahi hai,
Bas mohabbat ab rakhne laayak nahi hai...
Dil ke tukde bikhre pade hain,
Magar haathon me koi lakeer nahi...
Uske naam ki mehndi lagayi thi kabhi,
Aaj woh rang bhi gehra nahi...

Zindagi me khud se
bas ek hi sawaal raha...
Uss bewafa ko haasil hone par,
"Aakhir mujhse ishq kyu nahi raha...?"
